Tujhe Main Pyaar Karu Lyrics – 1920 – Kailash Kher

Tujhe Main Pyaar Karu Lyrics: The best heart touching sad song lyrics from the movie 1920. This song is sung by Kailash Kher and the music is composed by Adnan Sami. The lyrics are written by Sameer.

Tujhe Main Pyaar Karu Lyrics

Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu – (2 times)
Ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

Dilon ki baat nahi jaanate, yeh sab jubaan waale
Wafa ko jurm samajhate hai yeh sab jahaan waale
Agar yeh jurm hai toh yeh jurm baar baar karu
Ke jab talak main jiyu, tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu – (2 times)
Ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

Teri khushi na ho shaamil toh phir khushi kya hai
Tere bagair jo gujare woh jindagi kya hai
Kayi sadi mein tere pyaar pe nisaar karu
Ke jab talak main jiyu tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu – (2 times)
Ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu