Tera Gham Agar Na Hota Lyrics – Dil Hai Betaab – Mohammed Aziz

Tera Gham Agar Na Hota Lyrics: An amazing heart touching sad song lyrics from the movie Dil hai Betaab (1993) which is sung by Mohammed Aziz and the music is composed by Laxmikant & Pyarelal. The song starring by Vivek Mushran, Ajay Devgan & Pratibha Sinha.

Tera Gham Agar Na Hota Lyrics

tera ghum agar na hota
tera ghum agar na hota to sharab mai na pita
tera ghum agar na hota to sharab mai na pita
ye sitam agar na hota
ye sitam agar na hota to sharab mai na pita
tera ghum agar na hota to sharab mai na pita

harjayi mai nahi hu na vo hai bewfa
harjayi mai nahi hu na vo hai bewfa
bas vaqt ne kiya hai mujhse jara daga
chaha tha maine usko ye hai meri khata
ye karam agar na hota
ye karam agar na hota to sharab mai na pita
tera ghum agar na hota to sharab mai na pita

sare jahaa se mera itna sawal hai
sare jahaa se mera itna sawal hai
chahat ka kyu hamesha aisa hi haal hai
kabhi yaad vo karegi mera khyaal hai
ye bharam agar na hota
ye bharam agar na hota to sharab mai na pita
tera ghum agar na hota to sharab mai na pita
ye sitam agar na hota to sharab mai na pita
tera ghum agar na hota to sharab mai na pita
to sharab mai na pita, to sharab mai na pita