Sawan Ka Mahina Lyrics – Lata Mangeshkar, Mukesh

Sawan Ka Mahina Lyrics: One of the best lovely amazing Old song lyrics from the movie Milan (1967). This song is sung by 2 super singer Lata Mangeshkar & Mukesh. The awesome music is composed by Laxmikant-Pyarelal. The lyrics of this song are written by Anand Bakshi.

Sawan Ka Mahina Lyrics

Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm………….

Sawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Sawan Ka Mahina, Pawan Kare Shor
Amm Hmm, Pawan Kare Sor, Pawan Kare Shor
Arey Baba Shor Nahin, Sor, Sor, Sor
Pawan Kare Sor, Haan……

Jiyara Re Jhume Aise, Jaise Banama Naache Mor
Sawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Jiyara Re Jhume Aise, Jaise Banama Naache Mor
Sawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Jiyara Re Jhume Aise, Jaise Banama Naache Mor
Raama Gajab Dhaaye Yeh Purwaiyya
Naiyya Sambhalo Kit Khoye Ho Khiwaiyya
Raama Gajab Dhaaye Yeh Purwaiyya
Naiyya Sambhalo Kit Khoye Ho Khiwaiyya
Hoy Purwaiya Ke Aage Chale Naa Koyi Jor
Jiyara Re Jhume Aise, Jaise Banama Naache Mor
O O O…..

Sawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Jiyara Re Jhoome Aise, Jaise Banmaa Naache Mor
Maujawa Kare Kya Jaane Hamko Isaara
Jaana Kaha Hai Puchhe Nadiyaa Ki Dhaara
Maujawa Kare Kya Jaane Hamko Isaara
Jaana Kaha Hai Puchhe Nadiyaa Ki Dhaara
Marji Hai Tumhari Le Jaao Jis Or
Jiyara Re Jhume Re Aise Re Jaise Banama Naache Mor
O O O…..

Sawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Jiyara Re Jhoome Aise, Jaise Banmaa Naache Mor
Jinake Balam Bairi Gaye Hain Bideswa
Aaye Hain Leke Unake Pyaar Ka Sandeswa
Jinake Balam Bairi Gaye Hain Bideswa
Aaye Hain Leke Unake Pyaar Ka Sandeswa
Kaari Matwaari Ghataaye Ghan Ghor

Jiyara Re Jhume Aise Jaise Banama Naache Mor
Sawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Jiyara Re Jhume Aise, Jaise Banama Naache Mor
Jiyara Re Jhume Re Aise Re Jaise Banama Naache Mor.