Sanam Re – Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics | Arijit Singh, Amaal Mallik

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics This Song is sung by Arijit Singh, Amaal Mallik & written by Manoj Muntashir.

 

Ho hooo uuu yeah hmmm

Ho hooo uuu yeah hmmm

 

Chal pade hai hum, aisi raatein

Befikar huye, ke ab jana kahan

Lapata huye, saare raste

Dhoondega hame, yeh zamana kahan

 

Yeh samaa hai kaisa

Muskurane jaisa

Dheemi baarishein hai jagah

Ye nasha hai kaisa

Doob jaane jaisa

Jaari khwahishein hai har jagah

 

Gazab ka hai yeh din

Gazab ka hai yeh din

Gazab ka hai yeh din…dekho zara (2x)

 

Ho hooo uuu yeah hmmm

Ho hooo uuu yeah hmmm

 

Paani hu paani main

Aa behne do mujhe

Jaisa hu waisa hi

Rehne do mujhe

Duniya ki bandisho se

Mera naata hai kahan

Rukna thehrna mujhko

Aata hai kahan

 

Yeh samaa hai kaisa

Muskurane jaisa

Dheemi baarishein hai jagah

Ye nasha hai kaisa

Doob jaane jaisa

Jaari khwahishein hai har jagah

 

Gazab ka hai yeh din

Gazab ka hai yeh din

Gazab ka hai yeh din…dekho zara (2x)

 

Mmmm neeli hai kyun zameen

Neela hai kyun samaa

Lagta hai ghaans par

Soya…asmaan

Yeh mastiyan meri

Man-maaniya meri

Lo mil gayi mujhe

Azaadiyan meri

 

Yeh samaa hai kaisa

Muskurane jaisa

Dhimi baarishein hai jagah woo hooo

Ye nasha hai kaisa

Doob jaane jaisa

Jaari khwahishein hai har jagah

 

Gazab ka hai yeh din

Gazab ka hai yeh din

Gazab ka hai yeh din…dekho zara (2x)

 

Chal pade hai hum, aisi raatein

Befikar hue, ke ab jana kahan

Lapata hue, saare raste

Dhundega hame, yeh zamana kahan

 

Yeh samaa hai kaisa

Muskurane jaisa

Dheemi barishe hai jagah

Ye nasha hai kaisa

Doob jaane jaisa

Jaari khwahishein hai har jagah

 

Gazab ka hai yeh din

Gazab ka hai yeh din

Gazab ka hai yeh din…dekho zara (2x)