PANIYON SA LYRICS – Satyameva Jayate (2018)

Paniyon Sa Lyrics By Atif Aslam, Tulsi Kumar from hindi movie Satyameva Jayate (2018). Ke sang tere paniyon sa behta rahoonSong Lyrics by Kumaar and music given by Rochak Kohli.

Paniyon Sa Lyrics In Hindi

Jo tere sang lagi preet mohe
Rooh baar baar tera naam le
Ke rab se mangi yahi dua…
Tu hathon ki lakiren thamle…
Chup hai baatein
Dil kaise bayaan main karoon
Tu hi kehde
Wo jo baat main keh na sakoon

Ke sang tere paniyon sa, paniyon sa, paniyon sa behta rahoon…
Tu sunti rahe main kahaniyon sa kahta rahoon…
Ki sang tere baadalon sa, baadalon sa, baadalon sa udta rahoon…
Tere ik ishare pe teri ore mudta rahoon…

Aadhi zameen aadha aasmaan tha
Aadhi manzilein aadha rasta tha
Ik tere aane se muqammal huya sab ye
Bina tere jahan bhi bewajah tha
Ooo..

Tera dil banke main saath tere dhadkoon…
Khudko tujhse ab door na jaane dun

Ooo… Ooo…
Ooo… Ooo…