Kyon? Lyrics |Payal Dev | B Praak

Humein yaad karke

Tera bhool jaana

Dil nahi samjha

Tera dur jaana

Humein yaad karke

Tera bhool jaana

Dil nahi samjha

Tera dur jaana

Sab jhoot tha woh tera

Hasna hasaana

Tu bewafa phir bhi

Dil ye naa maana

Jaane waale laut kar Tu aaya Kyon nahi ?

Aaunga main bol kar Tu aaya Kyon nahi ?

Koyi waada tune phir Nibhaaya Kyon nahi ?

Aaunga mai bolkar Tu aaya Kyon nahi ?

Jaane waale laut kar Tu aaya Kyon nahi ?

Aaunga main bol kar Tu aaya Kyon nahi ?

Koyi waada tune phir Nibhaaya Kyon nahi ?

Aaunga main bolkar Tu aaya Kyon nahi ?

Main khwaab kaise dekhu naye

Aasoo tere hain mere palkon tale

Toota nahi, mera yakeen

Badle nahi kabhi hum, tere liye

Sach ho na jaaye, duniya ki baatein

Khamosh kar de, Zamaane ko aake