Kyon Ki Itna Pyar Lyrics – Kyon Ki – Udit Narayan

Kyon Ki Itna Pyar Lyrics: This beautiful song from the movie Kyon Ki this song is sung by Radha, Udit Narayan & the Music for this song is Composed by Himesh Reshammiya & the Lyrics for this Song is Written by Sameer.Kyon Ki Itna Pyar Lyrics

(Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham
Kiya janloge hamaree sanam)
(Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham
Kiya janloge hamaree sanam)
Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham
Kiya janloge hamare sanam
Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham
Kiya janloge hamare sanam
Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham

Hamare dil kee tum thodee see kadar karlo
Ham tum pe marte hain thodee see fikar karlo, fikar karlo…
Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham
Kiya janloge hamare sanam
Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham

Tune oh jana divana kiya hai, (divana kiya iss kadar)
(divana kiya iss kadar)

Chahat me teree bhulaya jahan ko (na dil ko kis kee kahbar)
(na dil ko kis kee kahbar)

Rago me mohabbat ka ehsas jara bharlo
Ham tum pe marte hain thodee see fikar karlo, fikar karlo…
Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham
Kiya janloge hamare sanam
Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham

Tumse hain sanse tumhi se hai dhadkan (tumhee se hai divangee)
(tumhee se hai divangee)

Rab ne hume dee hai jane tamanna (tumhare liye jindagee)
(tumhare liye jindagee)

Vada sang jine ka tum jane jigar karlo
Ham tum pe marte hain thodee see fikar karlo, fikar karlo…

Kyon kee itna pyar tumko, karte hain ham
Kiya janoge, kiya janoge, kiya janoge hamare sanam.