Ishq Forever – Bilkul Socha Na Lyrics | Rahat Fateh Ali Khan, Palak Muchhal

Bilkul Socha Na Lyrics: This Song is Sung by Rahat Fateh Ali Khan, Palak Muchhal. Music Composed by Nadeem Saifi & written by Sameer Anjaan.

 

Hmmm hmmm hmmm

Hmmm hmmm hmmm

Bilkul socha na

Bilkul samjha na

Kaise ye sab hogaya

Bilkul socha na

Bilkul samjha na

Kaise ye sab hogaya

Pyar mujhe tumse hi

Jaane kab hogaya

Ho pyar mujhe tumse hi

Jaane kab hogaya

 

Bilkul socha na

Bilkul samjha na

Kaise ye sab hogaya

Pyar mujhe tumse hi

Jaane kab hogaya

Ho pyar mujhe tumse hi

Jaane kab hogaya

 

Tumse anjaan the

Main tumse anjaan thi

Mujhko na thi kuch khabar

Main kitni nadaan thi

 

Ab toh har lamha

Ek bechaini hai

Ye kya gazab hogaya

Pyar mujhe tumse hi

Jaane kab hogaya

Ho pyar mujhe tumse hi

Jaane kab hogaya

 

Ahista-ahista hum

Kab itne paas aa gaye

Dil se guzarte huye

Ehsaas pe chaa gaye

 

Pehle na haal

Apna na aisa tha

Jo haal ab hogaya

Pyar mujhe tumse hi

Jane kab hogaya

Ho pyar mujhe tumse hi

Jane kab hogaya

 

Ye tera jaadu hai ya

Ishq ka hai ye asar

Kyun lambi raatein mujhe

Lagne lagi mukhtasar

 

Na din guzre hai

Na pal kat’te hai

Kuch to ajab hogaya

Pyar mujhe tumse hi

Jane kab hogaya

Ho pyar mujhe tumse hi

Jane kab hogaya

 

Bilkul socha na

Bilkul samjha na

Kaise ye sab hogaya

Pyar mujhe tumse hi

Jaane kab hogaya

Ho pyar mujhe tumse hi

Jaane kab hogaya