Hina Ki Khushbu Lyrics – Samra Khan, Asim Azhar | Coke Studio

Hina Ki Khushbu Lyrics: The Beautiful Pakistani Love & Romantic Song from Coke Studio which is Sung by Asim Azhar, & Samra Khan & the Beautiful Music for this Song is Composed by Strings Band & the Beautiful Lyrics is Written by Strings.Hina Ki Khushbu Lyrics

Hamari saanson mein aaj tak
Woh hina ki khushbu mehak rahi hai
Hamari saanson mein aaj tak
Woh hina ki khushbu mehak rahi hai

Labon pe naghme machal rahe hain
Nazar se masti chalak rahi hai
Hamari saanson mein aaj tak
Woh hina ki khushbu mehak rahi hai

Soniya mann kehna
Tere bahjon main naiyo rehna
Jaawen na main ton door
Meri sahnwan ne naeeyon saihna
Tu rahwen mere kol meri jaan
Yariyan todi na meharmaan
Kinna sohna tainu
Kinna sohna tainu

Hina ki khushboo mahak rahi hai
Hina ki khushboo mahak rahi hai

Kinna sohna tainu rabb ne banaaya

Wo mere nazdeek aate aate
Haya se ik din simat gaye thhe..(2x)

Mere khayalon mein aaj tak
Wo badan ki dali lachak rahi hai..(2x)

Soneya mann kehna
Tere bajon main naiyo rahna
Jaaween na main ton door
Meri sahnwaan ne naeeyon sehna

Chhad ke tu naan ja
Ho ajj dil di mann ja
Ainj de na saza
Sunn dil di sadaa
Ik waari sun lai
Khyaalan ch ghum re
Jaan meri kadd ke yun naan sata..(2x)

Hina ki khushbu mehak rahi hai
Hina ki khushbu mehak rahi hai
Labon pe naghme machal rahe hai
Nazar se masti chalak rahi hai

Hamari saanson mein aaj tak
Woh hina ki khushbu mahak rahi hai

Tu chhad naa ja
Naan de saza
Sun lai sada
Ajj dil di man ja..(3x)

Hamari saanson men aaj tak
Woh hina ki khushbu mahak rahi hai