Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Lyrics – Anokhi Ada

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam Lyrics: The lovely romantic, heart toiching and expressing the feelings song lyrics from the movie Anokhi Ada (1973) which is sung by Super Star Kishore Kumar and its awesome music composed by Laxmikant and Pyarelal. This song’s lyrics are written by Majrooh Sultanpuri.

 

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam

Aapka Muskurana Gazab Dha Gaya

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam

Aapka Muskurana Gazab Dha Gaya

Ek To Mehfil Tumhari Hasin Kam Na Thi

Ek To Mehfil Tumhari Hasin Kam Na Thi

Us Pe Mera Tarana Gazab Dha Gaya

Ek To Mehfil Tumhari Hasin Kam Na Thi

Us Pe Mera Tarana Gazab Dha Gaya

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam

 

Ab To Lehraya Masti Bhari Chhanv Mein

Ab To Lehraya Masti Bhari Chhanv Mein

Bandh Lo Chaahe Ghunghru Mere Paanv Mein

Bandh Lo Chaahe Ghunghru Mere Paanv Mein

Main Behakta Nahin Tha Magar Kya Karoon

Main Behakta Nahin Tha Magar Kya Karoon

Aaj Mausam Suhana Gazab Dha Gaya

Main Behakta Nahin Tha Magar Kya Karoon

Aaj Mausam Suhana Gazab Dha Gaya

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam

 

Har Nazar Uth Rahi Hai Tumhari Taraf

Har Nazar Uth Rahi Hai, Nazar Uth Rahi Hai

Har Nazar Uth Rahi Hai Tumhari Taraf

Aur Tumhari Nazar Hai Hamari Taraf

Aur Tumhari Nazar Hai Hamari Taraf

Aankh Uthana Tumhara To Phir Theek Tha

Aankh Uthana Tumhara To Phir Theek Tha

Aankh Uthakar Jhukana Gazab Dha Gaya

Aankh Uthana Tumhara To Phir Theek Tha

Aankh Uthakar Jhukana Gazab Dha Gaya

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam

 

Mast Aankhon Ka Jaadu Jo Shaamil Hua

Mast Aankhon Ka Jaadu…

Mast Aankhon Ka Jaadu

Mast Aankhon Ka

Mast Aankhon Ka Jaadu Jo Shaamil Hua

Mera Gana Bhi Sun-Ne Ke Kaabil Hua

Mera Gana Bhi Sun-Ne Ke Kaabil Hua

Jisko Dekho Wohi Aaj Behos Hai

Jisko Dekho Wohi Aaj Behos Hai

Aaj To Main Deewana Gazab Dha Gaya

Jisko Dekho Wohi Aaj Behos Hai

Aaj To Main Deewana Gazab Dha Gaya

 

Ek To Mehfil Tumhari Hasin Kam Na Thi

Us Pe Mera Tarana Gazab Dha Gaya

Haal Kya Hai Dilon Ka Na Poochho Sanam