CHINTA NA KAR LYRICS – HUNGAMA 2

Chinta Na Kar Lyrics by Nakash Aziz and Neeti Mohan from hindi movie Hungama 2 (2021) is latest Hindi song. Chinta na kar song lyrics are written by Sameer Anjaan and music given by Anu Malik.

Chinta Na Kar Lyrics

Tu nahi to main nahi
Main nahi to tu nahi
Saasein chalein tu hai jahan
Main hoon wahin

Tu nahi to main nahi
Main nahi to tu nahi
Tujhse meri saasein chalein
Tu hai jahan main hoon wahin

Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar

Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar

Main tere ishq mein
Bechain rehne lagi
Main tujhe de doon jaan
Jaan meri kehne lagi

Ek lamha bhi door na honge
Ek lamha bhi door na honge
Chahtein na kabhi hongi kam

Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar

Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar

Chal chalein hum wahan
Rehti mohabbat jahan
Tu jahan sath hai
Hai meri duniya wahan

Meri manzil hai tu
Teri manzil hoon main
Meri manzil hai tu
Teri manzil hoon main
Tujhpe main mar miti main khatam

Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar

Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar

Ho chinta na na na na
Chinta na kar
Sath kaatenge hum
Zindagi ka safar