BHARE BAZAAR LYRICS – Namaste England – Badshah, Vishal Dadlani, Rishi Rich, Payal Dev

BHARE BAZAAR LYRICS: This beautiful song from the movie Namaste England (2018) this song is sung by Vishal Dadlani, Payal Dev, Badshah & the Music for this song is Composed by Rishi Rich & Badshah & the Lyrics for this Song is Written by Master Rakesh.BHARE BAZAAR LYRICS

Kalle na jaana…
Kalle na jaana…
Kalle na jaana…
Kalle na jaana…

Bhare bazaar baby
Bhare bazaar baby
Bhare bazaar baby kalle na jaana
Nahi te shor mach jaayega
Bhare bazaar baby kalle na jaana
Nahi te shor mach jaayega

Har koi aashiq
Har koi aashiq
Har koi aashiq
Tujhe tere ghar tak chhodne aayega
Bhare bazaar baby kalle naa jaana
Nahi te shor mach jaayega

(Kalle na jana.. kalle na jana..)

Ho jhagda kara degi tu
Aashiqon ke beech mein
Phir bhi tu aayegi na
Kisi ki bhi reach mein

Ho jhagda kara degi tu
Aashiqon ke beech mein
Phir bhi tu aayegi na
Kisi ki bhi reach mein

Kehti dafaa hoja
Kehti dafaa hoja
Kehti dafaa hoja
Par baby aisa kabhi ho nahi payega
Bhare bazar baby kalle naa jaana
Nahi te shor mach jaayega

Main kya keh raha tha…?
Sunn,
Baby mujhko pata hai, tera mann hai bada
Tabhi floor pe teri wait mein hoon khada
Aise baithe baithe tu shoulder naa hila
Thoda pair utha, saanu nach ke vakha

Ae akhiyon se goli maarti rehti
Dilon ko sooli taangti rehti
School vool ki teacher hai kya
Jab dekho lecture jhaadti rehti

Tere liye likha yeh gaana
Saath mein mere gaayegi kya
Ghoor ghoor kyun dekhe madam
Arre khaayegi kya…?
(Gaana)
Arre khaayegi kya…?
(Gaana)

Haan koi to bataao mujhe
Kya main karoon iska
Apne draamon pe hai bas nahi jiska

Haan koi to bataao mujhe
Kya main karoon iska
Apne draamon pe hai bas nahi jiska

Phir na tu kehna mujhe
Phir na tu kehna mujhe
Phir na tu kehna mujhe jab
Dil tera pairon ke neeche mere aayega
Bhare bazaar baby kalle na jaana
Nahi te shor mach jaayega

Teri na maanugi main
Tu hai deewana haan tu baaz na aayega

Shor mach jaayega
Baaz naa aayega
Shor mach jaayega
Shor mach.. shor mach..
Shor shor shor shor shor mach jaayega

(Kalle na jaana)
Oye oye tu hai deewana
(Kalle na jaana)
Haaye tu hai deewana