Aala Re Aala Manya Aala Full Song Lyrics – Shootout at Wadala

Aala re aala Manya aala Lyrics: The best song lyrics from the movie Shootout At Wadala, Jo aaj kal har Bhai Log ke zubaan pr chal raha hai. It is sung by Mika Singh and Sunidhi Chauhan. The lyrics are written by Neelesh Misra and Starring by John Abraham and Sophie Choudry.

 

Ek din ke liye

Ek pal ke liye

Teri dulhan banu sirf kal ke liye

Intezaaron ka kaajal laga lun zara

Ishq ke itar mein naha lun zara

Ek din ke liye

 

 

 

Aag lagi hai la la la..

Dhuaan utha hai la la la..

Aag lagi hai, dhuaan utha hai

Ishq mohabbat wala

Aag lagi hai, dhuaan utha hai

Ishq mohabbat wala

Kisne meri jaan chura li

Kisne maar daala

 

Aala re aala, Manya aala

Dil ke shehar mein apun ka bolbala (thrice)

 

Meri aankhon ki shararatein

Meri saanson ki haraaratein

Meri sehami sehami chaahatein

Mere nange paaon aahatein

Mera jo bhi woh mere mehboob ka

 

Ho.. dekhun kaise rakhe dooja mehboob tu

Meri baahon ki kashti ke sang doob tu

Jo tujhe khwaab mein roz milta raha

Jo tujhe khwaab mein roz milta raha

Main wahi hoon, wahi hoon, wahi hubahu

 

Awaaraagardi karne aaya yahaan matwala

Aashiq wali adaa ne zaalim mujhko maar daala

 

 

 

Aala re aala, Manya aala

Aan se hoga apun ka bolbala

 

Aala re aala, Manya aala

Tujh se kasam na dekha himmatwala

 

Dekhe door-door door se

Koi bol de huzoor se

Koi thaam lo zara inhe

Woh mere nashe mein choor se

Ishq ke ye jalan tum na seh paaoge

 

Ho ho ho..

Tu jala toh sahi hans ke jal jaayenge

Khol seena, teer-e-jigar khayenge

Tu ishaara toh kar, Tujh pe sab de luta

Tu ishaara toh kar, Tujh pe sab de luta

Keh de tu, khote sikke bhi chal jayenge

 

Tujh mein kuch toh baat hai

Mera dil kyun dhadka saala

Mar miti hun tujhpe mujhko farhad tu karne wala

 

Aala re aala, Manya aala

Sab se alag hai, tu sab se niraala

 

Aala re aala, Manya aala

Akkhi Bumbai mein apan ka bolbala

 

 

 

Aala re aala, Manya aala

Sab se alag hai, tu sab se niraala

 

Aala re aala, Manya aala

Dil ke shehar mein apun ka bolbala