Zinda Hai Song Lyrics – Tiger Zinda Hai (Salman Khan & Katrina)

Zinda Hai Song is from the movie Tiger Zinda Hai. The star cast of this song is Salman Khan and Katrina Kaif. Director of this film is Ali Abbas Zafar.

Zinda Hai Song Lyrics – Tiger Zinda Hai

Pehra sahil jungle basti baagh wo
Shola shola jalta aache raag wo

Har kaali raat se ladta hai wo
Jalta aur nikharta hai
Aage hi aage badta
Jab tak zindaa hai

Bheetar tufan abhi zindaa hai
Jazbon mein jaan abhi zindaa hai
Bheetar tufan abhi zindaa hai
Jazbon mein jaan abhi zindaa hai

Misaeel hai wo chupa
Dushman na dekhega kal ki subha
Kaha se aaya wo kaha hai jata
Na mujhko pata hai na tujhko pata

Gyani hai re swabhimani wohi
Tu janta uski kahani nahi
Seedha soodha lagega wo jab tak
Marne ki usne hi thaani nahi

Bheetar tufaan abhi zindaa hai
Jazbon mein jaan abhi zindaa hai
Bheetar tufaan abhi zindaa hai
Jazbon mein jaan abhi zindaa hai