WOH BAARISHEIN LYRICS – ARJUN KANUNGO | HINDI SONG

Woh Baarishein Song Lyrics featuring Arjun Kanungo & Shriya Pilgaonkar in Hindi songwriting of Manoj Muntashir is a beautiful Hindi track. Arjun Kanungo also has composed music for lyrics to “WOH BARISHEIN” track with music video direction from director Danny Mamik.

Woh Bhi Kya Shaam Thi,
Barse The Toot Ke,
Baadal July Ke Har Jagah,
Haathon Mein Chhatriyan
Dono Ke Thi Magar,
Bheege The Dono Hi Bewajah,
Wo Baarishein Kya Ho Gayi,
Kya Ho Gayi Wo Baarishein.
Tum Benishaan Kyun Ho Gaye,
Dhoondun Kahan Tumhein?
Hazaaron Aansu Main
Sambhaale Baitha Hoon,
Rulaane Aayi Hai Mujhe
Jaane Kyun Yaadein

Bhulaaun Kaise Main,
Woh Saari Barsatein,
Guzaari Thi Humne Jo Saath Mein
Woh Baarishein Kya Ho Gayi,
Kya Ho Gayi Woh Baarishein,
Tum Benishaan Kyun Ho Gaye?
Dhoondun Kahan Tumhein?
Shaamein Ye Neeli Si Shaamein
Aayi Toh Laayi Yaad Teri Yaad,
Main Hoon Tere Bina Tanha,
Lauta De Mujhe Wo Bheega Huwa Lamha, Oh!
Wo Barishein Kya Ho Gayi,
Kya Ho Gayi Wo Barishein.
Tum Benishaan Kyun Ho Gaye,
Dhundu Kahan Tumhein?
Wo Barishein, Wo Barishein.
Wo Barishein Kya Ho Gayi,
Kya Ho Gayi Wo Barishein.
Yeh Dooriyan Kyun Aa Gayi,
Rehna Tha Sang Humein.
Dhoondun Kahan Tumhe?