Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics: A lovely and most top song since 1983 from the movie Masoom which is sung by Lata Mangeshkar and starring by Jaya Bhaduri and Amitabh Bachchan. Its lyrics written by Majrooh Sultanpuri and music composed by SD Burman.
Ek Roz Zindagi Ke Rubaroo Aa Baithe
Zindagi Ne Pucha
Dard Kya Hai, Kyun Hota Hai
Kahan Hota Hai
Yeh Bhi Toh Pata Nahi Chalta
Tanhaayi Kya Hai Aakhir
Kitne Log Tumhe
Aakhir Tanha Kyun Ho
Mera Chehra Dekhkar Zindagi Ne Kaha
Mein Tumhaari Judwaa Hoon
Mujhse Naraz Naa Ho
Aaaaa
Tujhse Naraz Nahi Zindagi
Hairaan Hoon Main
Ho Hairaan Hoon Main
Tere Masoom Sawaalon Se
Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
Tujhse Naaraz Nahiin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Hoon Main
Tere Masoom Sawaalon Se
Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhalane Honge
Muskuraaye To, Muskuraane Ke
Karz Utarne Honge
Muskurauun Kabhi To Lagta Hai
Jaise Honthon Pe Karz Rakha Hai
Tujhse Naraz Nahi Zindagi
Hairan Hoon Main
O Hairan Hoon Main
Zindagi Tere Gham Ne Hamein
Rishte Naye Samajhaye
Zindagi Tere Gham Ne Hamein
Rishte Naye Samjhaaye
Mile Jo Hamein Dhoop Mein Mile
Chaanv Ke Thande Saaye
Ho Tujhse Naraz Nahi Zindagi
Hairan Hoon Main
O Hairan Hoon Main
Aaj Agar Bhar Aayi Hain
Boondein Baras Jaayengi
Aaj Agar Bhar Aayi Hain
Boondein Baras Jaayengi
Kal Kya Pata Inke Liye
Aankhein Taras Jaayengi
Jaane Kab Gum Hoya Kaha Khoya
Ek Aansun Chhupaake Rakha Tha
Ho Ujhse Naraaz Nahin Zindagi
Hairan Hoon Main
O Hairan Hoon Main
Tere Masoom Sawaalon Se
Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main