TU MILE DIL KHILE LYRICS | Arijit Singh – Criminal (1995) | Romantic Love song

Tu Mile Dil Khile Lyrics by Arijit Singh is a hindi Romantic Love song from Bollywood movie Criminal (1995). Tu Mile Dil Khile Original singers are Alka Yagnik, Kumar Sanu. Tu Mile Dil Khile composer is M. M. Keeravani and Tu Mile Dil Khile lyricist or song writer is Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Tu Mile Dil Khile Lyrics

Tu mile dil khile
Aur jeene ko kya chahiye
Aa.. Tu mile dil khile
Aur jeene ko kya chahiye

Na ho tu udas tere pas pas
Main rahunga zindagi bhar
Na ho tu udas tere pas pas
Main rahunga zindagi bhar
Sare sansar ka pyar maine
Tujhi me paya

Tu mile dil khile aur
Jine ko kya chahiye
Tu mile dil khile aur
Jine ko kya chahiye

Pyar kabhi ooo ooo marta nahi
Ham tum marte hain
Hote hai wo log Amar
Pyar jo karte hain
Jitni adaa utni wafa
Jitni adaa utni wafa
Ik nazar pyar se dekh lo
Phir se zinda kardo

Tu mile dil khile
Aur jeene ko kya chahiye
Tu mile dil khile
Aur jeene ko kya chahiye

Na ho tu udas tere paas paas
Main rahunga zindagi bhar
Na ho tu udas tere paas paas
Main rahunga zindagi bhar
Sare sansar ka pyar maine
Tujhi mein paya

Tu mile dil khile
Aur jeene ko kya chahiye
Tu mile dil khile
Aur jeene ko kya chahiye