Tera Yaar Hoon Main Song Lyrics – Sonu Ke Titu Ki Sweety (2018)

Tera Yaar Hoon Main Song is from the film Sonu Ke Titu Ki Sweety. The star cast of this song is Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha, Sunny Singh, Rochak Kohli and Arijit Singh. Director of the Movie is Luv Ranjan. The Film was released on 23rd February 2018.

Tera Yaar Hoon Main Song Lyrics – Sonu Ke Titu Ki Sweety Film 2018

Tu jo rootha toh kaun hasega
Tu jo chuta toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh dar lagta hai
Apna mujhko ab kaun kahega

Tu hi wajah tere bina
Bewajah bekar hoon main
Tera yar hoon main
Tera yar hoon main

Uhoo…

Jaate nahi kahin rishte purane
Kisi nay eke aa jane se
Jata hoon main toh mujhe tu jane de
Kyun pareshan hain mere jaane se

Tuta hai toh juda hai kyun
Meri taraf tu muda hai kyun
Haq nahi tu yeh kahe
Ki yaar ab hum na rahe

Ik teri… yaari ka hi
Saaton janam haqdar hoon main…
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main…