Tajdar-E-Haram Lyrics – Atif Aslam | Coke Studio

Tajdar-E-Haram Lyrics: This brillant & beautiful qawwali is sung by a very talented pakistani singer Atif Aslam in Coke Studio. Music composed by Sabri Brothers and soulful lyrics written by Hakim Mirza Madni.

 

Kismat mein meri chain se jeena likh de

Doobe na kabhi mera safeena likh de

Jannat bhi gawara hai magar mere liye

Aye kaateb-e-taqdeer madina likh de

 

Tajdar-E-Haram, Tajdar-E-Haram

Ho nigaahein karam

Tajdar-E-Haram Ho Nigahein karam

Hum gareebon ke din bhi sawar jaayenge

 

Haami-e-bekasaa kya kahega jahaan

Haami-e-bekasaa kya kahega jahaan

Apke dar se khaali agar jaayenge

Tajdar-E-Haram, Tajdar-E-Haram

 

Koi apna nahi ghum ke maare hai hum

Koi apna nahi gham ke maare hai hum

Apke dar pe fariyaad laaye hai hum

Ho nigaahein karam warna chaukhat pe hum

Ho nigaahein karam chaukhat pe hum

Apka naam le leke marr jaayenge

 

Tajdar-E-Haram, Tajdar-E-Haram

 

Kya tumse kahun aye rabb ke kunwar

Tum jaante ho mann ki batiyaan

Daar-e-furqat to aaye ummi laqab

Kaate na kat’ti ab ratiyaan

Tori preet mein sab sudh-budh sab bisri

Kab tak rahegi yeh be-khabri

Gaahe ba-figan duzdeedah nazar

Kabhi sun bhi to lo hamari batiyaan

Aap ke dar se koi na khaali gaya

(Aap ke dar se koi na khaali gaya)

Aap ke dar se koi na khaali gaya

Apne daman ko bhar ke sawaali gaya

(O.. Apne daman ko bhar ke sawaali gaya)

 

Ho habeeb-e hazeen

Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar

Warna auraaq-e hasti bikhar jayenge

(Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar

Warna auraaq-e hasti bikhar jayenge)

Tajdar-E-Haram, Tajdar-E-Haram

 

Mayekasho aao aao Madine Chale

(Madine chale..Madine chale..Madine chale)

Maikasho aao aao Madine Chale

(Madine chale..Madine chale..Madine chale)

 

Aao Madine chale, Aao Madine chale

Issi mahine chale

(Aao Madine chale, Aao Madine chale

Issi mahine chale..aao Madine chale)

 

Tajjaliyon ki ajab hai fizaa Madine mein

(Tajjaliyon ki ajab hai fizaa Madine mein)

Nigahein shauk ki hai intehaa Madine mein

(Nigahein shauk ki hai intehaa Madine mein)

Ghum-E-Hayat na khauf-e-qaza Madine mein

(Ghum-E-Hayat na khauf-e-qaza Madine mein)

Namaz-e-ishq karende adaa Madine mein

(Namaz-e-ishq karende adaa Madine mein)

Barah-e-rasta hai raah-e-khuda Madine mein

(Barah-e-rasta hai raah-e-khuda Madine mein)

 

Aao Madeene chale, Aao Madeene chale

Issi mahine chale aao Madeene chale

 

Maikasho aao aao Madine chale

(Maikasho aao aao Madine chale)

Dast-e-saaki ye kausar se peene chale

(Dast-e-saaki ye kausar se peene chale)

 

Yaad rakho agar, yaad rakho agar

(Yaad rakho agar, yaad rakho agar)

Uth gayi ik nazar

Jitne khaali hai sab jaam bhar jayenge

(Yaad rakho agar uth gayi ik nazar)

Woh nazar jitne khaali hai sab jaam bhar jayenge

Tajdar-E-Haram, Tajdar-E-Haram

 

Khauf-e-toofan hai bijliyon ka hai darr

(Khauf-e-toofan hai bijliyon ka hai darr)

Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaye hum

(Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaye hum)

Ap hi gar na lenge hamari khabar

Hum musibat ke maare kidhar jayenge

(Ap hi gar na lenge hamari khabar

Hum musibat ke maare kidhar jayenge)

Tajdar-E-Haram, Tajdar-E-Haram

 

Yaa Mustafa

Yaa Mujtabaa

Irham Lana Irham Lana

Dast-E-Hama

Bechaara-ra

Daama tu hi…daama tu hi

Mann aasiya mann aajazam

Mann bekasam haal-e-mera

Pursaan toyi pursaan toyi pursaan toyi

 

Aye mushk-e-jumbar fishaan

Paik-e-naseem subahdam

Aye chaar agar esaa nafas

Aye moonis-e-bimaar e gam

Aye qaasid-e-pukhanda baye

Tujhko ussi gul ki qasam

 

Innal tayyari har saba

Youman Illa ardil haram

Ballig salami raudatan

Fihan Nabi-yuli-mohataram

 

Tajdar-E-Haram Ho Nigahein karam

(Tajdar-E-Haram Ho Nigahein karam)

Hum gareebon ke din bhi sawar jaayenge

 

Haami-e-bekasaa kya kahega jahaan

(Haami-e-bekasaa kya kahega jahaan)

Apke dar se khaali agar jaayenge

Tajdar-E-Haram, Tajdar-E-Haram

Tajdar-E-Haram