Roke Na Ruke Mast Magan Song – MIXTAPE (Dev Negi & Tulsi Kumar)

Roke Na Ruke Mast Magan Song is from the T-Series Mixtape. It’s featuring Tulsi Kumar and Dev Negi. The Director of this movie is Ahmed Khan.

Roke Na Ruke Mast Magan Song Lyrics – T-Series Mixtape

Aaa…
Paaraapaa…Aiiyaa…
Tu jo nazaro ke samne kal hoga nahi
Tujhko dekhe bin main mar na jaun kahin
Tujhko bhul jaun kaise
Mane na manau kaise tu bata

Ho jogiya jog laga ke
Wakhra rog laga ke…
Ishq ki dhuni roz jalaye
Uthata dhua to kaise chupaye

Man mast magan man mast magan
Bas tera naam doharaaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam doharaaye

Chahe bhi toh bhul na paaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam doharaaye

Ho…

Odh ke dhani preet ki chadar
Aaye tere shehar mein raanjha tera
Duniya zaman jhoota fasana
Jeene marne ka wadaa sacha mera

khud ko main hasaun kaise
Mane na manau kaise tu bata…
Roke na ruke naina
Teri or hai inhe toh rehna…

Akhiya kare jee hazuri
Maange hai teri manzuri
Haaye kazara si aahe
Din rang jaye
Teri kasturi rain jagaye

Man mast magan man mast magan
Bas tera naam doharaaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam doharaaye

chahe bhi toh bhul na paaye
Man mast magan man mast magan
Bas tera naam doharaaye