Rada Song | Banjo Film (Riteish Deshmukh & Nargis Fakhri)

Rada song is from the film Banjo. It is featuring Riteish Deshmukh and Nargis Fakhri. Ravi Jadhav is director of this movie. It was released on 23rd Sep 2016.

Rada song Lyrics – Banjo Film :

Hey… dilon ke parindey udana
Suron ke patakhe chhudana
Bajake ye dhamaal kamaal
Dhamaal kamaal dhamaal gaana

Hey.. ghisa hai pita hai zamana
Bubblegum chaba ke hatana
Bajake ye dhamaal kamaal
Dhamaal kamaal dhamaal gaana

Khulla kare sa-raada-raada
Jam ke karenge raada raada
Ganji guitar, ganji utaar
Khula kare sa-raada-raada (x2)

Khulla kare sa-raada-raada
Jam ke karenge radaa radaa
Ganji guitar, ganji utaar
Khula kare sa-raada-raada (x2)

Dekho hunar ke heere
Nikal ke bastiyon se aa gaye hain
Mehfilon ke manch pe
Neeche humare pairon
Ke aaj aasmaan hai, aasmaan hai

Seene mein dhadkano ka
Jo ek zalzala sa tharthara raha hai
Kick ke punch pe bole uchal ke bole
Badal rahi hamari dastaan hai

Khula kare sa-radaa…

Khula kare sa-raada- (x2)
Jam ke karenge raada-raada
Ganji guitar, ganji utaar
Khula kare sa-raada-raada (x2)

Hey… dilon ke parindey udana
Suron ke patakhe chhudana
Bajaake ye dhamaal kamaal
Dhamaal kamaal dhamaal gaana..

Khula kare.. sharada raada
Jam ke karenge.. raada raada
Ganji guitar.. ganji utaar
Khula kare.. sharada raada (x2)

Khula kare sa-rada-rada
Jam ke karenge rada-rada
Ganji guitar, ganji utaar
Khula kare sa-rada-rada (x2)