Pehli Dafa song | Atif Aslam | Ileana D’Cruz

Pehli Dafa song is an Album song. It’s featuring Atif Aslam and Ileana D’Cruz. The most talented singer’s name is Atif Aslam. Shakeel Sohail has written the lyrics of this song. Shiraz Uppal is music director for this song.

Pehli Dafa song Lyrics – Atif Aslam

Dil kahe kahaniyan pehli dafa
Armaano mein rawaniyan pehli dafa

Ho gaya begana
Main hosh se pehli dafa
Pyaar ko pehchana ehsaas hai ye naya

Suna hai suna hai
Ye rasme wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehali dafa hai

Suna hai suna hai
Ye rasme wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehali dafa hai

Kabhi dard si kabhi zard si
Zindagi benaam thi
Kahi chahatein huyi meherban
Haath badh ke thaamti

Ik woh nazar ik woh nigaah
Rooh mein shaamil is tarah
Ban gaya afsana
Ik baat se pehali dafa
Paa liya hai thikana
Baahon ki hai panaah

Suna hai suna hai
Ye rasme wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehali dafa hai

Lage bewajah alfaaz jo
Wo zaroorat ho gaye
Taqdeer ke kuch faisle
Jo ganimat ho gaye

Badla hua har pal hai
Rehti khumari har jagah
Pyar tha anjaana
Hua sath mein pehali dafa
Ye asar ab jaana
Kya rang hai yeh chadha

Suna hai suna hai
Ye rasme wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehali dafa hai (x2)