Pehla Nasha Once Again Song Lyrics – Kuchh Bheege Alfaaz Film

Pehla Nasha Once Again Song is from the movie Kuchh Bheege Alfaaz. The star cast of this video is Zain Khan Durrani, Geetanjali Thapa, Palak Muchhal and Jubin Nautiyal. Director of this film is Onir. The movie’s release date is 16th February 2018. Zain Khan Durrani is debuting from this film.

Pehla Nasha Once Again Song Lyrics

Chahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujheM chun liya
Chun liya…
aine Sun liya haa…

Pehla nasha pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata…
Mmm…

Pehla nasha pehla khumaar…

Udta hi phiroon in hawaaon mein kahin
Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin
Udta hi phiroon in hawaaon mein kahin
Yaa main jhool jaaun in ghataaon mein kahin

Ikk kar doon aasmaan aur zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin

Pehla nasha…
Pehla khumaar…
Mmm…
Naya pyaar hai naya intezar…
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekarar
Mere dil-e-bekarar
Tu hi bata…

Tu hi bata…
Tu hi bata…
Tu hi bata… haa haa…