Naina Da Kya Kasoor Lyrics – AndhaDhun (Ayushmann Tabu & Radhika)

Naina Da Kya Kasoor Lyrics from the Bollywood Movie AndhaDhun is starring Ayushmann Khurrana, Tabu and Radhika Apte. Sriram Raghavan is the Film director of this AndhaDhun movie. The Movie is set to release on 5th October 2018.

Naina Da Kya Kasoor Lyrics – AndhaDhun Film 2018

Arey abhi abhi pyara sa chehra dikha hai
Jaane kya kahun uspe kya likha hai
Gehra samandar dil dooba jis mein
Ghayal hua main uss pal se isme

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Ae dil tu bata re…

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Aediltubata re…

Dil ko hazaron baandhe the dhaage
Par paaji nikla ye humse aage
Huaa kya hai
Huaa kya hai humko… haaye

Itt pal ye daude
Utt pal ye bhaage
Honi ho jaaye tab naina jaage
Huaa ye hai
Huaa ye hai samjho…

Dil dil ke milte saanche aur khanche
Jo hai banaata upar se jaake
Batti hai na hai dhoop na kasoor na kasoor

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Ae di ltu bata re…

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Ae dil tu bata re…
Haaye haaye haaye…