MILNE KA BAHAANA LYRICS – MISMATCHED | BY IMAAD SHAH, SAMAR GREWAL

Milne Ka Bahaana Lyrics (मिलने का बहाना in Hindi) by Imaad Shah & Samar Grewal from Mismatched. The artists penned, composed the track.

Kya Hai Ye Garmiyan Tere Mere Darmiyan,
Ye Duniya Bas Ghumti Rahe,
Garam Hawaon Mein Jhumti Rahe,
Kal Ne Kaha Tu Karle Barabar,
Na Sun Kisi Ki Na Mother Na Father,
Fast Train Hai Tu Rukegi Seedhi Daadar
Han Mein Ha Milake, Kya Mila Wahan Ko Jaake,
Kya Hai Ye Duriyan,
Par Kya Hai Ye Kahani Adhuri Han,
Is Duniya Mein Hai Bas Char Oar,
Phir Bhi Rahti Hai Seedhi Kuch Toh Hai Jhur,
Kyun Chhoda Yun Adhuri Kahani,
Tum Ho Sukhi Dharti Pe Jaise Pani,
Hai Ye Sukh Ya Dhani,
Dur Se Pas Aye Tere Gaane Gaaye
Han Hai Ye Mausham Suhana,
Bas Dhoond Le Koi Milne Ka Bahana,
Barsat Ki Raton Mein Ruyi Se Badal,
Ho Gaya Akelapan Ab Mere Sath Chal,
Kya Hai Ye Thandi Hawa,
Na Kam Karti Hai Daru Dawa,
Seedha Sadha Sa Hai Ye Bayan,
Asman Ki Taraf Badhata Tapman,
Par Ab Kuch Badal Gayi Hai Fiza,
Sardi Se Garmi Se Sawan Se Khiza,
Hai Ye Taufa Ya Saza, In Nami Ki Raton Mein,
Hai Paheli In Baton Mein,
Han Hai Ye Mausam Suhana,
Bas Dhundh Le Koi Milne Ka Bahana,
Barsat Ki Raton Mein Ruyi Se Badal,
Ho Gaya Akelapan Ab Mere Sath Chal