Khuda Ke Baad Lyrics — Salman Ali

Khuda Ke Baad is a magnificent song, and it has shapely singing by Salman Ali. The seductive lyrics of the sound are documented by Arafat Mehmood. Arafat Mehmood, Romi Mukharjee is the tunesmith of KHUDA KE BAAD’s paradisiac music. The seemly music video of the nice warbling is instructed by Elegant Eye Production.

SALMAN ALI | KHUDA KE BAAD FULL SONG LYRICS

Dar Tera Chod Kar,
Darbadar Ho Gaye,
Humsafar The Magar,
Bekhabar Ho Gaye,Poochti Hain Zameen Poochta Hain Falak,
Kyon Juda Ho Gaye Sath The Kal Talak,

Tum Milo Na Milo Aaoge Humko Yad,
Ja Toh Rahe Ho Chod Ke,
Lekin Yeh Rakhna Yad,

Chaha Zameen Pe Tumko Hain,
Main Ne Khuda Ke Bad,
Har Ambea Ke Bad,

Kuch Din Ke Sath Ke Liye,
Dil Se Hain Dhanyawad,
Chaha Zamee Pe Tumko Hain,
Main Ne Khuda Ke Bad,

Gham Nahin Iska Tujhko Pa Na Sake,
Gham Hain Iska Tujhe Bhoola Na Sake,

Tu Ne Peecha Chuda Liya Hum Se,
Teri Yadon Se Hum Chuda Na Sake,

Umar Bhar Humsafar,
Tum Kahin Bhi Raho,
Jate Jate Magar,
Sach Ye Tum Jan Lo,

Rehte The Rehte Ho,
Dil Mein Tum Aabad,
Ja Toh Rahe Ho Chod Ke,
Lekin Ye Rakhna Yad,

Chaha Zameen Pe Tumko Hain,
Main Ne Khuda Ke Bad,
Har Ambea Ke Bad,

Itna Bata Mujhe Kya Hain Mera Qasoor,
Phir Kis Liye Huye Hum Pas Aa Ke Door,

Tum Kahte Ek Dafa Kya Thee Meri Khata,
Kyon Nikle Bewafa Kyon Kar Diya Barbad,

Ja Toh Rahe Ho Chod Ke,
Lekin Yeh Rakhna Yad,

Chaha Zameen Pe Tumko Hain,
Main Ne Khuda Ke Bad,
Har Ambea Ke Bad,