Jaaneman Aah Song | Dishoom Film – Parineeti Chopra & Varun Dhawan

Jaaneman Aah is an item song from the film Dishoom. It is featuring beautiful Parineeti Chopra and talented Varun Dhawan. Rohit Dhawan is director of this movie. It was released on 29th July 2016.

Jaaneman Aah Lyrics

Teri ammi meri mummy
Tere abbu mere daddy
Teri mausi meri khala
Tera brother mera saala

Ishq mein saare ilzaam hain sacche
Maine soch liye hai jo naam hain acche
Do saal mein honge tere bacche mere bacche

Jaaneman aah (x2)
Gale lag ja,
jaaneman aah (x3)

Teri shopping ka sara bojh uthaunga
Daily bachon ko leke school jaunga
Par anniversary ko bhul jaunga
Kaho manzoor ye bhi kiya kiya kiya Kiya

Kaho ki chuttiyan har saal milengi
Gift har haal mein kamaal milegi
Jo rulaya toh jali daal milegi
Kaho manzoor ye bhi kiya kiya kiya kiya

Haan aaj Ke waade forever hain pakke
Tere bhi irade baby nahi kache
Do saal mein honge tere bacche mere bacche

Jaaneman aah (x2)
Gale lag ja,
jaaneman aah (x3)

Haan main toh har sham tera wait karungi

Tujhe picture ke liye late karungi
Iss tarah sari umar date karungi
Meri jaan tay hai yehi kiya kiya Kiya Kiya

Yaaron ki partyon ko chod aaunga
Meri har ex ka dil tod aaunga
Teri kurti ke button jod launga
Meri jaan tay maine bhi kiya kiya Kiya Kiya

Ek do baki ab kaam hain acche
Chal tu bhi soch le jo naam hain acche
Do saal mein honge tere bacche mere bacche

Jaaneman aah (x2)
Gale lag ja,
jaaneman aahaa…
jaaneman aahaa… (x2)
Gale lag ja, jaaneman aahaaa…