Jaane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hai Lyrics – Mehbook Ki Mehndi

Jaane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hai Lyrics:A lovely heart touching, romantic, affectionate song lyrics from the movie Mehbook Ki Mehndi (1971) which is sung by Lata Mangeshkar. Its every word written by Anand Bakshi and music composed by Laxmikant Pyarelal.

 

Iss Zamane Mein…Iss Mohabbat Ne…

Kitne Dil Tode…Kitne Ghar Phunke….

Jaane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hai

Jaane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hai

Dil Ke Badle Dard-E-Dil Liya Karte Hai

Jaane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hai…

 

 

 

Tanhayi Milti Hai Mehfil Nahi Milti

Rahe Mohabbat Mein Kabhi Manzil Nahi Milti

Dil Toot Jata Hai, Nakaam Hota Hai

Ulfat Ye Logo Ka Yahi Anjam Hota Hai

Koi Kya Jaane, Kyun Ye Parawane,

Kyun Machalate Hai, Gum Me Jalte Hai

Aahe Bhar Bhar Ke Deewane Jiya Karte Hai

Aahe Bhar Bhar Ke Deewane Jiya Karte Hai

Jaane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hai

 

Saawan Me Aankho Ko Kitna Rulati Hai

Fursat Me Jab Dil Ko Kisi Ki Yaad Aati Hai

Ye Zindagi Yun Hi Barbaad Hoti Hai

Har Waqt Hotho Pe Koi Fariyad Hoti Hai

Na Dawao Ka Naam Chalta Hai

Na Duaon Se Kaam Chalta Hai

Zehar Ye Phir Bhi Sabhi Kyun Piya Karte Hai

Zehar Ye Phir Bhi Sabhi Kyun Piya Karte Hai

Jaane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hai

 

Mehboob Se Har Gum Mansub Hota Hai

Din Rat Ulfat Me Tamashaa Khoob Hota Hai

Raton Se Bhi Lambe Ye Pyar Ke Kisse

Aashiq Sunate Hai Zafa Ye Yaar Ke Kisse

Bemurawat Hai, Bewafa Hai Wo,

Us Sitamgar Ka Apne Dilwar Ka

Naam Le Leke Duhai Diya Karte Hai

Naam Le Leke Duhai Diya Karte Hai

Jaane Kyun Log Mohabbat Kiya Karte Hai