Lyrics for ‘Intezari Song’ from ‘Article 15’ by Armaan Malik with ‘Intezari Unplugged’ & ‘Intezari (Asees Version)’ track full lyrics featuring Ayushmann Khurrana in songwriting of Shakeel Azmi.
Aana Aa Bhi Jaa Na,
Intezari Hai Teri,
Leja Jo Rishton Rezdari Hai Teri,
Wo Jo Hum Roye Saath The,
Bheege Din Aur Raat The,
Khaare-Khaare Paani
Kahani Woh Le Jaana, Haan.
Aa Na Aa Bhi Jaa Na,
Intezaar Hai Teri,
Leja Jo Rishton Ki
Rezdaari Hai Teri, Oh.
Daant Kaate Sang Baantein,
Khatte-Meethe Ka Mazaa,
Hai Zabaan Pe Abhi Bhi Taaza Sathiya.
Chaand Dekha Tha Jo Humne,
Chaar Aankhon Se Kabhi,
Kaise Dekhun Usko Tanha Sathiya.
Daant Kaate Sang Baantein,
Khatte-Meethe Ka Mazaa,
Hai Zabaan Pe Abhi Bhi Taaza Sathiya.
Chaand Dekha Tha Jo Humne,
Chaar Aankhon Se Kabhi,
Kaise Dekhun Usko Tanha Sathiya.
Kabhi Yuhin Takna Tujhe,
Yuhin Dekhna,
Kabhi Baithe-Baithe Yuhin,
Tujhe Sochna,
Wo Pal Karar Ke,
Wo Jo The Lamhe Pyar Ke,
Unhe Mere Khaabon Se
Khayalon Se Le Jaana, Uh!
Aa Na, Aa Bhi Ja Na,
Intezar Hai Teri,
Leja Jo Rishton Ki Rezdaari Hai Teri, Oh.
Kabhi Roothna Wo Tera,
Kisi Baat Par,
Kabhi Hanske Taali Dena
Mere Haath Par,
Thode Shikwe Kuch Gile,
Wh Jo The Apne Sil-Sile,
Tootay Huwe Waade Woh
Iraade Woh Le Jaa Na.
Aa Na Aa Bhi Jaa Na,
Intezari Hai Teri,
Le Ja Jo Rishton Ki,
Rezgaari Hai Teri.
Daant Kaate, Sang Baante
Khatte Meethe Ka Mazaa Hai
Zabaan Pe Ab Bhi Taaza Sathiya
Chaand Dekha Tha Jo Humne
Chaar Aankhon Se Kabhi
Kaise Dekhoon Usko Tanha Sathiya.
Daant Kaate, Sang Baante
Khatte Meethe Ka Mazaa
Hai Zabaan Pe Ab Bhi Taaza Sathiya
Chand Dekha Tha Jo Humne
Char Ankhon Se Kabhi
Kaise Dekhoon Usko Tanha Sathiya.