Halka Halka | Rahat Fateh Ali Khan | Ayushman | Amy Jackson

Halka Halka song is a title track from the Album Halka Halka. It’s featuring Ayushmann Khurrana and Amy Jackson. Rashmi Virag has written the lyrics of this song. Abhijit Vaghani has recreated its music of this song.

Halka Halka song lyrics – Rahat Fateh Ali

Ye jo halka halka suroor hai
Tere ishq ka hi fitoor hai
Maine jo likha tha mita diya
Aur tujhko apna khuda kiya

Ye jo halka halka saroor hai
Tune kuch kiya toh zaroor hai
Jis din se tu hai dikha piya
Maine saans lena bhula diya

Jisme se rooh ka ik safar ho tum
Aakhri saans mein ik umar ho tum
Duniya ki bheed mein
Mujhko bas tu dikhe
Kya main tumko dikhun kaho na tum

Yeh jo halk halka suroor hai
Kuch ishq sa toh zaroor hai
Maine jagna sona bhula diya
Mujhe kya se kya hai bana diya

Tu mere khoon mein beh raha hai kahin
Tu mere khwab mein jag raha hai kahin

Meri har baat mein bas tera zikr hai
Kuch mere baare mein kaho na tum

Yeh jo halka halka suroor hai
Tere ishq ka hi fitoor hai
Maine jo likha tha mita diya
Aur tujhko apna khuda kiya

Kisine na kiya hai jaisa ishq tera mera
Main daudta aata hoon koi naam le jo tera

Kisine na kiya hai jaisa ishq tera mera
Mere ghamon ki raat ka tu ujla savera (x2)

Rehne do na nashe mein
Tum phero na nazar
Halka sa hi aaya hai
Abhi chaahat ka asar

Kisine na kiya hai jaisa ishq tera mera
Main daudta aata hoon koi naam le jo tera
Kisine na kiya hai jaisa ishq tera mera
Mere ghamon ki raat ka tu ujla savera

Ye jo halka halka suroor hai
Tune kuch kiya toh zaroor hai
Ye jo halka halka suroor hai

Mere ghamon ki raat ka tu ujla savera.