Father Saab featuring Amit Bhadana is a cute song, and it has awe-inspiring vocal by King. The exceptional lyrics of the anthem are summed up by King. Section 8 is the arranger of FATHER SAAB’s par excellent music. The commendable music video of the riveting ditty is addressed by Teji Sandhu.
KING | FATHER SAAB FULL SONG LYRICS
Jo Kabhi Bhula Nahi,
Galti Na Ho Toh Suraj Ki Ankhon Mein Tad Le,
Jaha Jo Pade Woh Kadam Rukte Nahi,
Soch Aisi Ho Chattano Ka Bhi Seena Pad De,
Logo Se Tere Ghutne Aj Tak Teke Nahi Gaye,
Kyunki Aiso Se Kabhi Ghamandke Kapde Fenke Nahi Gaye,
Jo Datta Rehya Ankhiri Sans Tak,
Wohsathi Hota Hain,Ho Sach Ka Khada Bhi Ek Anek Mein Beta Kafi Hota Hein,
Jo Haq K Liye Lade Sabse Wohkafi Hoti Hain,
Peeth Pe Chadke Duniya Dikhe Jiske Wohbap Hi Hota Hain,
Aur Jo Date Chahe Mare Par Dil Ka Saf Hota Hain,
Jayada Fikar Na Kare Zamane Ki Wohbap Hi Hota Hain,
Bapu Teri Khubi Sari Mujhmein Sama Rakhi,
Tere Jaisi Izzat Maine Kama Rakhi,
O Jab Faraz Uthaya Jimedariyon Ka Tab Se Hi,
Dukhi Maine Kabhi Nahi Ma Rakhi,
Ho Roz Mujhemein Teri Chavvi Dekha Karti,
Bapu Parchaieya Shero Ki Kaha Marti,
Ek Wajah Hoti Hain Jo Jeene Ki,
Bapu Wohma Ki Ankhon Mein Dikha Karti,
Tu Nahi Duniya Mein Per Teri Bat Rahe,
Rampale Fojike Poto Ki Puri That Rahe,
Oh Rakheke Hath Jo Sir Pe Mita De Gam Sare Kafi Hota Hain,
Sahi Aur Galat Main Farak Batave Aisa Bap Hi Hota Hain,
Aur Jo Date Chahe Mare Par Dil Ka Saf Hota Hain,
Jayada Fikar Na Kare Zamane Ki Wohbap Hi Hota Hain,
Re Bapu Ankh Mein Le Asman Se Jab Jab Chehera Tera Dikhta Hain,
Main Roz Ladu Toofan Se,
Banda Tehar Kha Jhukta Hain,
Main Roz Puchu Bhagwan Se Kyun Tu Sath Nahi Dikhta Hain,
Tu Darse Ake Jagah Batde Khwab Jaha Bikta Hain,
Main Kyun Na Wahi Se Jake Hi Kharid Lu,
Mujhe Mange Se Pyar Milta Nahi,
Par Tera Hi Diya Hua Sab Rakha,
Bhole Bas Mujhe Bap Dikhta Nahi,
Aj Tere Bina Bhi Main,
Teri Hi Nazaro Se Dunuiya Dekhta Hun,
Main Aj Bhi Tere Na Hone Ka Dukh,
Ek Haste Hue Chehre Se Lapeta Hun,
Bapu Teri Duaiyen,
Kuch Is Tarah Mere Sath Hain,
Aj Dharti Pe Khada Hoke,
Main Poreke Poora Asman Sametta Hun,
Bapu