Darmiyaan Song Lyrics – CHEF Film (Saif Ali Khan & Padmapriya)

Darmiyaan Song is from the Hindi Film Chef. Director of this movie is Raja Krishna Menon. The film was released on 6th October 2017. The Star cast of this video song Saif Ali Khan and Padmapriya Janakiraman.Raghu Dixit is the singer of this song. Ankur Tewari has written the lyrics and Raghu Dixit is the music composer of this soundtrack.

Darmiyaan Song Lyrics – Chef Film 2017

Teri meri mulakaton mein
O choti choti un baaton mein
Tham jata tha wo pal wahaan
Bita lamha pata bhi na chala

Darmiyaan darmiyaan
Faasle kab aaye darmiyaan
Darmiyan darmiyan
Faasle kab aaye darmiyan
Darmiyan

Kabhi meetha kabhi kadwa sa
O sapna par wo apna tha
Jane kaise paraya ho gaya
Sapna tuta pata bhi nahi chala

Darmiyan darmiyan
Faasle kab aaye darmiyan
Darmiyan darmiyan
Faasle kab aaye darmiyan
Darmiyan

Sunte the ki yeh daaira
Usme tha basa apna jahaan
Socha na tha badal jaayega
Tukda tukda reh jaayega
Tuta is kadar dekho yahaan
Aisa bikhra sameta na gaya

Darmiyan darmiyan
Faasle kab aaye darmiyan
Darmiyan darmiyan
Faasle kab aaye darmiyan
Darmiyan darmiyan darmiyan…