Chota Sa Fasana Lyrics – Irrfan Khan | Arijit Singh

Chota Sa Fasana lyrics in Hindi Song Lyrics sung by Arijit Singh. The song is written by Akarsh Khurana and Music composed by Anurag Saikia. Starring Irrfan Khan, Dulquer Salmaan, Mithila Palkar in leading roles.

Chota Sa Fasana Lyrics

Chota sa fasana
Kisi ko pata na
Isey kya sunana
sunana…

Chal pade hain jo hum
Ab kaisa bahaana
Isey hai nibhaana…

Ye safar hai nayaa
Kya se kya ho gaya
Aage kya hai aana…

Bekhabar main yahaan
Befikar hai jahaan
Kisey kya bataana…

Ki dil mera ho hai banjaara ho
Par man phir bhi ho yeh maane na…

Khuli aankhein dekhe
Manzar nayaa sa hai
Dekho raahein pooche
Manzil meri kaha hai…

Ho pata laapata
Kisi ko kya pataa
Ki mujhe jaana hai kahaan…

Iss safar ki wajah
Hai yeh farz yaa sazaa
Yeh maine jaana hai kahaan
Ki dil mera ho hai banjaara ho
Par man phir bhi ho yeh maane na
Aaa…