Chhod Diya Lyrics from the Bollywood Movie Baazaar is starring Saif Ali Khan, Radhika Apte, Chitrangda Singh and Rohan Mehra. This Bollywood film is directed by Gauravv K Chawla. The Movie released on 26th October 2018.
Chhod Diya Lyrics – Baazaar Film 2018
Chhod diya wo rasta jis raaste se tum thhe guzre
Chhod diyaa wo rasta jis raaste se tum thhe guzre
Tod diya wo aaina jis aaine mein tera aks dikhe
Main Sheher mein tere tha gairon sa
Mujhe apna koi na mila
Tere lamho se mere zakhmo se
Ab toh main door chala
Rukh na kiya un galiyon ka
Jin galiyon mein teri baatein ho
Chhod diya wo rasta jis raaste se tum thhe guzre
Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayera
Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayera
Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayera
Main bhi kabhi tha mehebar tera
Khanabadosh main ab thehra
Khanabadosh main ab thehra
Chuta nahi un phoolon ko
Jin phoolon mein teri khushboo ho
Ruth gaya un khwaabon se
Jin khwaabon mein tera khwaab bhi ho
Kuch bhi na paya maine safar mein
Hoke safar ka main reh gaya
Kuch bhi na paya maine safar mein
Hoke safar ka main reh gaya
Kaagaz ka wo sheedaghar
Bheegte baarish mein beh gaya
Bheegte baarish mein beh gaya
Ab dekhu nahi uss chandni ko
Jisme ke teri parchaayi ho
Door hu main in hawaaon se
Ye hawaa tujhe choo ke bhi aayi na ho