Emiway’s Billal (Intro) is another compelling rap song that is featured in his Dhundke Dikha EP. Robert Tar is the director of intense music. Learn the complete song lyrics of Emiway’s Bilal.
Log Chidte Hai Mujhse Main Gane Gata Hun,
Aur Asli Nam Rakha Billal,
Par Mujhe Pata Hai Ki Khuda Ko,
Dekhne Ke Raste Pe Nahi Hu Filhal,
Filhal Iss Duniya Se Ladra Hoon Ladne De,
Jo Pana Chahta Hu Hasil To Karne De,
Fir Jo Krunga Khuda Khud Bolega,
Wah Kya Kiya Kamal,
Tauba Tauba Badi Bat Nahi,
Badi Badi Meri Soch Hai,
Tere Jaise Salah Dene Wale Milte Roz Hai,
Han Roz Main Yeh Soch Leke Karta Hoon Kam,
Aj Nahi Toh Kal Pehchanoge Mera Nam,
Par Main Nam Bada Karne Nahi Kam Badhane Aya Hun,
Kisko Kya Karna Hai Jeeke Sikhaya,
Jhukaya Sar Neeche Dhyan Manzil Ke Aur,
Mehnat Mera Han Macha Dega Shor,
Aj Main Bore Lagunga Kyuki Batein Kathore,
Jo Na Samjhe Baton Ko Unko Main Karta Ignore,
Teri Aur Chale Ayegi Mehbooba Bade Pyar Se,
Kamyabi Payega Jab Mulakat Kare Har Se,
Bahar Se Dikhta Hu Pyara Ya Fir Dikhta Chomu,
Andar Mein Mere Jhanka Kya Kya Sachi Mein Main Kon Hun,
Tera Sonu Tera Monu Nahi Khuda Ka Ek Banda Hun,
Mujhe Pata Hai Main Bahut Zyada Ganda Hun,
Andha Hoon Janke Bhi Anjan Main Ban Raha Hun,
Itna Hai Leta Nahi Balboote Chalra Hu Khudke,
Jhuk Ke Zara Jhuk Ke Chalo Raste Kharab Hai,
Sambhalke Jhuk Ke Raste Kharab Hai,
Raste Pe Kankad Patthar Kanch Takleef Mushkil,
Pareshaniya Nahi Hai,
Raste Pe Main Hu Hahahaha,
Maloom Hai Na,
Main Hoon Woh Hu Jo Hu Main,
Slow Hoon Slow Hu Slow Hu Main,
Mera Kash Leke Dekh,
Ek Nahi Do Hoon Do Hoon Main