BAARISH LYRICS – PAYAL DEV

Baarish Lyrics by Payal Dev and Stebin Ben is recently released Hindi song sung by them. Baarish song lyrics are written by Kunaal Vermaa and music video is directed by Arif Khan.

Yaad aa jati hai mujhe wo teri hansi
Muskura jati hain khud ye palkein meri
Yaad aa jati hai mujhe wo teri hansi
Muskura jati hain khud ye palkein meri

Kabi aisa bhi hota hai
Bhula deti main tujhko
Magar boondein meri har koshish
Barbaad karti hain

Tumhein baarish bada yaad karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai

Tumhein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai

Wo pehli nazar wo chehra tumhara
Jab aankhon se tumko tha dil mein utara
Wo pehli nazar wo chehra tumhara
Jab aankhon se tumko tha dil mein utara

Main bhoola nahi hoon panahon ko teri
Wo jisme tha maine zamana guzara

Bichadne se pehle tera
Wo mujhse lipat jana
Wo bebas nigaahein meri

Ab tak fariyad karti hain
Tumhein baarish bada yaad karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai