Baarish Ki Jaaye Lyrics (Hindi) – Nawazuddin Siddiqui | B Praak

Baarish Ki Jaaye Lyrics (in Hindi as: बारिश की जाये) is the newest song of B Praak & Jaani. The actors featured in the music video for the ‘MERA YAAR HAS RAHA HAI BARISH KI JAYE LYRICS’ are Nawazuddin Siddiqui & Sunanda Sharma. DM – Desi Melodies have released the Hindi track Barish Ki Jaye having its brilliant lyrics inked-down by songwriter Jaani.

BAARISH KI JAAYE LYRICS HINDI SONG LYRICS • B PRAAK

“Yeh Sooraj Se Bhi Kehdo Ki Apni Aag Bujhake Kare,
Yeh Sooraj Se Bhi Kehdo Ki Apni Aag Bujhake Kare,
Agar Us’se Baatein Karni Hain, Toh Phir Nazar Jhuka’ke Kare,
Toh Phir Nazar Jhuka’ke Kare.”

Taare Uske Haath Mein Hone Hi Chahiye
Jugnoo Uske Saath Mein Sone Hi Chahiye
Oh Khushboo’on Se Uski Sifaarish Ki Jaaye
Oh Khushboo’on Se Uski Sifaarish Ki Jaaye
Sifaarish Ki Jaaye

Aye Khudaa Tu Bolde Tere Baadlon Ko
Aye Khudaa Tu Bolde Tere Baadlon Ko
Mera Yaar Has Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Yaar Has Raha Hai Baarish Ki Jaaye

Yeh Sooraj Se Bhi Kehdo Ki Apne Aag Bujhake Kare
Agar Us’se Baatein Hain Karni,
Toh Phir Nazar Jhuka’ke Kare,

Ho Yeh Sooraj Se Bhi Kehdo Ki Apne Aag Bujhake Kare
Agar Us’se Baatein Hain Karni,
Toh Phir Nazar Jhuka’ke Kare,

Mohabbbat-e-Jaani Ki Poori Khahish Ki Jaaye
Mohabbbat-e-Jaani Ki Poori Khahish Ki Jaaye
Khahish Ki Jaaye

Aye Khudaa Tu Bolde Tere Baadlon Ko
Aye Khudaa Tu Bolde Tere Baadlon Ko
Mera Yaar Has Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Yaar Has Raha Hai Baarish Ki Jaaye

Haye Aashiq Ho Jaane Mein Kitna Waqt Lagta Hai
Rabb Ke Ghar Mein Aane Mein Kitna Waqt Lagta Hai
Dekha Usay Toh Ye Maalum Huwa
Ke Jannat Ko Paane Mein Kita Waqt Lagta Hai

Yeh Zamana Jaane Naa Kya Karaa Sakti Hai
Yaar Mere Ki Nazrein Hain Dariya Dubaa Sakti Hain
Uska Bas Chale Toh Saara Dariya Pee Jaaye
Uska Bas Chale Toh Saara Dariya Pee Jaaye

Aye Khuda! Aye Khuda! Aye Khuda!
Aye Khuda Tu Bolde Tere Badlon Ko
Mera Yaar Has Raha Hai Barish Ki Jaye
Yaar Has Raha Hai Baarish Ki Jaye

Aye Khuda Tu Bolde Tere Badlon Ko
Mera Yaar Has Raha Hai Barish Ki Jaye
Yaar Has Raha Hai Baarish Ki Jaye.

“Naa Duniya Ke Liye Likhte Na Mere Liye Likhte
Naa Duniya Ke Liye Likhte Na Mere Liye Likhte
Ha-Ha Ghalib Zinda Hote Toh Tere Liye Likhte
Ghalib Zinda Hote Toh Tere Liye Likhte.”