Aaj Mile Hain Lyrics – Anuj Sachdeva & Babita Hazra

Aaj Mile Hain Lyrics: This is the lovely Latest Hindi Romantic Song lyrics from the album that is sung by Yasser Desai. The music of the song is composed by Saurabh and Jay. The lyrics of this song are written by Kunaal Vermaa and starring by Anuj Sachdeva & Babita Hazra.

Aaj Mile Hain Lyrics

Tu hamesah mere saath mein
Aa zikr mein, baat mein
Tu lakeerein nayi de gaya
Haath deke mere haath mein,

Meharbaniyo se tu mila
Ab likha saanson mein hai,

Ye haqdariyan mujhpe teri
Jeena tere vaaste.

Aaj hai hase hain aakhein bhar ke
Aaj jiye tujhpe mar ke
Aaj kisi ne apna hai kaha,

Aaj nigahon se ho baatein
Aaj hai honi barsaatein
Aaj kisi ne apna hai kaha.

Main tere kaabil
Tha nahin phir bhi haasil
Tu aa mujhme daakhil
Tera shukriya,

Ye tere aage
Dil meri na maane
Keh raha tu kya jaane
Yeh kya huwa.

Hairaaniyo se bhar diye
Lamhe jo khaali se the
Aasaniyo se ja mile
Tujhse mere raaste.

Aaj hai hase hain aakhen bhar ke
Aaj jiye tujhpe mar ke
Aaj kisi ne apna hai kahaa,

Aaj nigahon se ho baatein
Aaj hai honi barsatein
Aaj kisi ne apna hai kaha.

Hum pe bharosa
Hai kiya toh daro na
Saath mere chalo na
Phir dekhna,

Dekhi na hogi
Tune pehle kabhi bhi
Aisi shaamein main dunga
Aa saathiya.

Jitna mera utna tera
Rakh le magar muskura,

Sauda nahin ye bhi bura
Tu mil gaya sab mila.

Aaj hai hase hain aakhein bhar ke
Aaj jiye tujhpe mar ke
Aaj kisi ne apna hai kaha,

Aaj nigahon se ho baatein
Aaj hai honi barsaatein
Aaj kisi ne apna hai kaha.