T

TODUN TAAK LYRICS – TOOFAAN | DEVIL

Todun Taak Lyrics by Devil from Bollywood movie Toofaan (2021) is latest Hindi song. Todun Taak song lyrics are written by Devil and music given by Dub Sharma. todun taak mp3 Full Song Provide Gaana, Jio Saven etc… Web Site….

Todun Taak Lyrics

Jab Life Mauka Degi
Kya Karega
Aane Dega Ki Jaane Dega

Ghuma Ke Dene Ka
Sula Ke Dene Ka
Door Khada Hai
To Paas Bula Ke Dene Ka

Lita Ke Dene Ka
Bitha Ke Dene Ka
Mar Jayenga To Saala
Chita Pe Dene Ka

Chhodne Ka Nahi Na
Rukega Kitna Mahina
Gardan Pakad Li To
Chhod Denge Sehna

Gutter Se Aate To Keede Karenge Na
Jeetenge Kaise Ni Sidhe Bharenge Na
Baatein Nahi Shidha Hath Hi Ghumate Hain
Ek Fatke Mein Sidha Hathi Sulate Hai

Hard Wale Shooter Apan Focus Ni Chhodte
Focus Kya Chote Apan Kisi Ko Nahi Chhodte
Ek Fatke Mein 25 Log Let Jayenge
Jo Bhi Halke Mein Le Raha
Uspe Baith Jayenge

Patthar Vatthar Nahi Sidha Pahaad Dunga
Toofan Hu Chote Tera Mausam Bigad Dunga

Todun Taak, Todun Taak
Lita Ke Dene Ka

Todun Taak, Todun Taak
Baatein Nahi Sidha Todun Taak
Todun Taak Upper Cut Maarde
Todun Taak, Todun Taak
Ghuma Ke Dene Ka

Salam Dua Sab Asli Mangta Hai
Sahi Salamat Haddi Pasli Mangta Hai
Jungle Ke Kanoon Ko Junglee Mangta Hai
Chote Button Dabane Ko Bhi Ungli Mangta Hai

Maarne Ko Aayela Hai
Main Haarne Ko Nahi
Sidha Faadne Ko Aayela Hai
Main Taadne Ko Nahi

Apan Todne Ko Aayela Hai
Jodne Ko Nahi
Sidha Fodne Ko Aayela Hai
Abhi Chhodne Ko Nahi

Tees Bees Nahi Sidha Bichha Denge Patte
Gaad Denge Aisa Tum Ukhaad Bhi Nahi Sakte
Dushman Hai Tera Jo Tere Ko Nahi Manta
Khuda Ko Kya Janega Jab Khud Ko Nahi Janta

Silne Wale Jutte Tereko Faadte Rahenge
Aur Kitna Bhi Tu Dhasoge Ukhadte Rahenge
Ya To Pyaar Se Rahenga Aur Maar Sahenge
Ya Fir Ek Vaar Mein Chote Sidha Char Karenga

Todun Taak, Todun Taak
Bula Ke Dene Ka

Todun Taak, Todun Taak
Baatein Nahi Sidha Todun Taak
Todun Taak, Todun Taak
Upper Ko Faad Ke
Todun Taak, Todun Taak
Ek Fatke Mein Sidha

Todun Taak, Todun Taak
Lita Ke Dene Ka
Todun Taak, Todun Taak
Baatein Nahi Sidha
Todun Taak Todun Taak
Upper Cut Maarde
Todun Taak, Todun Taak
Ghuma Ke Dene Ka

Rahul Singh

Recent Posts

Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon Lyrics | Haqeeqat

Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon  (From" Haqeeqat ") 1964 Singer :- Mohammed Rafi Lyrics Kar…

2 weeks ago

Sandese Aate Hai Lyrics | Border

Sandese Aate Hai (From"Border") 1999 Singer :-  Roopkumar Rathod and Sonu NigamLyrics Sandese aate hain,…

2 weeks ago

Aisa Des Hai Mera Lyrics | Veer-Zara

Aisa Des Hai Mera (From"Veer-Zara") 2004 Singer :- Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Gurdas Mann. Lyrics…

2 weeks ago

Chak De India Lyrics | Chak De India

Chak De India ("From Chak De India") 2007 Singer :- Sukhwinder Singh Lyrics kuch kariae…

2 weeks ago

Maa Tujhe Salaam Lyrics | Vande Mataram

Maa Tujhe Salaam (From"Vande Mataram") 1997 Singer :- A. R. Rahman Lyrics आ आ आ…

2 weeks ago

Main Agar Kahoon Lyrics | Om Shanti Om

Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om") 2007 Singer :- Shreya Ghoshal and Sonu Nigam…

2 weeks ago