Shuru Lyrics Sung by Badshah is brand new Rap song (2020) from Hindi album The Power Of Dreams Of A Kid. Shuru song lyrics are Written By Singer Himself and music given by Badshah while video is directed by B2gether Pros. The Music Video Label Badshah. Download Free Lyrics to PDF Format File.
Aankhein target pe
Focus jaise cheel main
Baaki rapper’on ke liye
Karun bad feel main
Karun perform better
Under pressure main
Aage ho deewar to
Ban jaata hoon keel main
Game poori tight rakhun
Deta nahi dheel main
Har gaadi ka ek hi number
Leta poori feel main
Hater jo kabhi koyi
Feeling le le zyada
Bin baat lage hath
Deta usse chheel main
Yaar fankaar kalamkaar
Saare gaanon ko sajaun
Jaise khata alankaar bas meal mein
Naye launde fame ke chakkar mein
Apne size se bhi badi baatein
Bol jaate feel feel mein
Kitne ehsaan faramoshon ko
Career diye hain khairaat mein
Neki karke jheel mein
Number ek zero tha main school mein
Aur ab kam se kam 7 zero meri har ek deal mein
Kitna kuchh karna hai time bada kam hai
Bade bade plan hain mind mera numb hai
Laptop pe mere har gaana bomb hai
Badshah pe sone wala har koyi dumb hai
Yahan tak pahucha main bas apne dum pe
Bollywood Hollywood sab apne ** pe
Sunte hain shuru se jo yaad hoga unhein
Aaj gaanon pe humare hi log maarein jumpein
Hardwork hai yeh koyi hua nahi jaadu
Main hi chacha chaudhary main hi hoon sabu
Duniya naache hoke gaanon pe bekabu
Rap main stream mein laaya yeh dj wala babu
14 saal ka tha jab pehla gaana likha
Teacher bole mujhe yeh kya bakwaas hai
Aaj wohi teacher duniya mein gaate phirte hain
Aditya Singh pe unhein naaz hai
Banda middle class nahi middle class soch hai
Kismat hai sab kuchh yeh ghalat approach hai
Jeetne se zyada haar hai zaroori
Kyun ki failure life ka sabse bada coach hai
Bande ke chamde mein sher ki spirit
Keemti hai life ka har ek minute
Success mere liye one way ticket
Is saal nai har saal no limit
Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon (From" Haqeeqat ") 1964 Singer :- Mohammed Rafi Lyrics Kar…
Sandese Aate Hai (From"Border") 1999 Singer :- Roopkumar Rathod and Sonu NigamLyrics Sandese aate hain,…
Aisa Des Hai Mera (From"Veer-Zara") 2004 Singer :- Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Gurdas Mann. Lyrics…
Chak De India ("From Chak De India") 2007 Singer :- Sukhwinder Singh Lyrics kuch kariae…
Maa Tujhe Salaam (From"Vande Mataram") 1997 Singer :- A. R. Rahman Lyrics आ आ आ…
Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om") 2007 Singer :- Shreya Ghoshal and Sonu Nigam…