RULA DIYA LYRICS: this beautiful song from the movie Batla House (2019) this song is sung by Ankit Tiwari, Dhvani Bhanushali and Music composed by Ankit Tiwari & lyrics witten by Prince Dubey.RULA DIYA LYRICS
Haa hmm…
Dard woh kaafi na tha
Jo dard dene aaye ho
Saansein hi bachi hain mujhmein
Kya jaan lene aaye ho
Kismat ne kyun humko mila diya
Humko rula diya
Humko rula diya
Phir se aaj yaara ye dil dukha diya
Humko rula diya
Humko rula diya
Phir se aaj yaara ye dil dukha diya
Tu juda hoke jaane kyun mila hai
Sab le gaya mujhme baaki kya raha hai
Aise halaat hain ki
Kuch kar nahi sakte
Bin tere jeena hi kya
Mar bhi nahi sakte
Ae ishq tune kya se kya kiya
Humko rula diya
Humko rula diya
Phir se aaj yaara ye dil dukha diya
Humko rula diya
Humko rula diya
Phir se aaj yaara ye dil dukha diya
Hmm.. tum chale jaao na
Mujhe chhod ke phir se
Baat maano meri
Pyar jo karte humse
Haaye, bin tere vaise bhi
Zinda kahaan hote hain
Phirte hain paagal jaise
Raat din rote hain
Chaahat mein teri khudko bhula diya
Humko rula diya
Humko rula diya
Phir se aaj yaara ye dil dukha diya
Humko rula diya
Humko rula diya
Phir se aaj yaara ye dil dukha diya
Humko rula diya
Dil dukha diya
Phir se rula diya
Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon (From" Haqeeqat ") 1964 Singer :- Mohammed Rafi Lyrics Kar…
Sandese Aate Hai (From"Border") 1999 Singer :- Roopkumar Rathod and Sonu NigamLyrics Sandese aate hain,…
Aisa Des Hai Mera (From"Veer-Zara") 2004 Singer :- Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Gurdas Mann. Lyrics…
Chak De India ("From Chak De India") 2007 Singer :- Sukhwinder Singh Lyrics kuch kariae…
Maa Tujhe Salaam (From"Vande Mataram") 1997 Singer :- A. R. Rahman Lyrics आ आ आ…
Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om") 2007 Singer :- Shreya Ghoshal and Sonu Nigam…