R

Rab Ko Yaad Karoon Lyrics – Amitabh Bachchan – Sridevi

Rab Ko Yaad Karoon Lyrics : The Best Love Song in which Shridevi & Amitabh is Missing each other in their Sad Words from the Best Movie Khuda Gawah (1992) Which is Sung by Kavita Krishnamurthy, & Mohammad Aziz & the Best Sad Music for this Song is Composed by Laxmikant, & Pyarelal & the Lyrics written by Anand Bakshi.

Rab Ko Yaad Karoon Lyrics

Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Mera dildar mila de oye Rabba

Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Mera dildar mila de oye Rabba

Jab se hui yeh lambi judaai
Jab se hui yeh lambi judaai
Na chain aaya na neend aayi
Na neend aayi
Nazrein taras gayin aankhein baras gayin
Nazrein taras gayin aankhein baras gayin
Mujhe deedar kara de oye Rabba
Mujhe deedar kara de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba

Jee chaahe uski baahon mein jhoolun
Jee chaahe uski baahon mein jhoolun
Aankhon se dekoon haathon se chhoo loon
Haathon se chhoo loon
Main hoon bechain badi, apne beech khadi
Main hoon bechain badi, apne beech khadi
Yeh deewar gira de oye Rabba
Yeh deewar gira de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba

Us-se bichhadkar yun jee raha hoon
Us-se bichhadkar yun jee raha hoon
Jaise zehar koi pee raha hoon
Yun jee raha hoon
Saaz-e-dil toot gaya, naghma rooth gaya
Saaz-e-dil toot gaya, naghma rooth gaya
Taar se taar mila de oye Rabba
Taar se taar mila de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba

Kar de kuchh aisa tu haal mera
Kar de kuchh aisa tu haal mera
Aa jaaye sunkar mera maseeha
Mera maseeha
Us tak pahunche khabar, aa milna hai agar
Us tak pahunche khabar, aa milna hai agar
Mujhe beemar bana de oye Rabba
Mujhe beemar bana de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba

Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Bichhada yaar mila de oye Rabba
Mera dildar mila de oye Rabba

Rahul Singh

Recent Posts

Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon Lyrics | Haqeeqat

Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon  (From" Haqeeqat ") 1964 Singer :- Mohammed Rafi Lyrics Kar…

3 weeks ago

Sandese Aate Hai Lyrics | Border

Sandese Aate Hai (From"Border") 1999 Singer :-  Roopkumar Rathod and Sonu NigamLyrics Sandese aate hain,…

3 weeks ago

Aisa Des Hai Mera Lyrics | Veer-Zara

Aisa Des Hai Mera (From"Veer-Zara") 2004 Singer :- Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Gurdas Mann. Lyrics…

3 weeks ago

Chak De India Lyrics | Chak De India

Chak De India ("From Chak De India") 2007 Singer :- Sukhwinder Singh Lyrics kuch kariae…

3 weeks ago

Maa Tujhe Salaam Lyrics | Vande Mataram

Maa Tujhe Salaam (From"Vande Mataram") 1997 Singer :- A. R. Rahman Lyrics आ आ आ…

4 weeks ago

Main Agar Kahoon Lyrics | Om Shanti Om

Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om") 2007 Singer :- Shreya Ghoshal and Sonu Nigam…

4 weeks ago