Keh Na Saka is a cute song, and it has magnificent voice lent by Luv Tyagi, Veer Rawat. The sweet lyrics of the theme are summed up by Garry Sharma. Veer Rawat is the inventor of KEH NA SAKA’s looker music. The paradisaical music video of the exciting warble is addressed by Luck – E.
Dil Mein Mere Tere Liye,
Bohat Kuch Hain Chipa,
Kaise Karoon Jo Dil Main Hain,
Kaise Karoon Main Woh Lafz Baya,
Khudse Bhi Jyada Mujhko,
Tu Hain Jaroori,
Teri Hi Khwaishein Sari,
Karoon Main Poori,
Khudse Bhi Jyada Mujhko,
Tu Hain Jaroori,
Teri Hi Khwaishein Sari,
Karoon Main Poori,
Banke Rahi Main Saya Tera,
Bin Kahe Tu Bhi Samjhe Dard Mera,
Banke Rahi Main Saya Tera,
Bin Kahe Tu Bhi Samjhe Dard Mera,
Keh Na Saka Jo Dil Ye Mera,
Woh Ankhein Baya Kar Dengi,
Tere Siba Mera Koyi Nahi,
Han Kaisi Ye Tum Samjhogi,
Dil Ko Sukun Ye,
Tere Muskurane Se,
Badle Hain Zindagi Meri,
Tere Hi Ane Se,
Dhadkan Ye Kehti Hain Ke,
Tujhme Mera Sab Hain,
Tu Hain Janat Meri,
Tuhi Mera Rab Hain,
Tu Door Bhi Hun Mehsoos Karoon,
Tere Pass Hun Main,
Kya Tum Bhi Aise Tadpe Ho,
Mere Yad Main,
Keh Na Saka Jo Dil Ye Mera,
Woh Ankhein Baya Kar Dengi,
Tere Siba Mera Koyi Nahi,
Han Kaisi Ye Tum Samjhogi,
Dil Mein Mere Tere Liye,
Bohat Kuch Hain Chipa,
Kaise Karoon Jo Dil Main Hain,
Kaise Karoon Main Woh Lafz Bayaan.
Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon (From" Haqeeqat ") 1964 Singer :- Mohammed Rafi Lyrics Kar…
Sandese Aate Hai (From"Border") 1999 Singer :- Roopkumar Rathod and Sonu NigamLyrics Sandese aate hain,…
Aisa Des Hai Mera (From"Veer-Zara") 2004 Singer :- Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Gurdas Mann. Lyrics…
Chak De India ("From Chak De India") 2007 Singer :- Sukhwinder Singh Lyrics kuch kariae…
Maa Tujhe Salaam (From"Vande Mataram") 1997 Singer :- A. R. Rahman Lyrics आ आ आ…
Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om") 2007 Singer :- Shreya Ghoshal and Sonu Nigam…