INAAYAT is a newly released Hindi ballad, and Tanzeel Khan lent vocals for it. Hanish Taneja produced its music, and Sarthak Chand directed music video. Tanzeel Khan wrote-down the lyrics for INAAYAT track released on April 7, 2021.
Par Na Meri Hai Zamin Na Mera Asman
Main Jaun Jahan Bhi
Main Dekhun Tujhi Ko
Yeh Kaisa Nasha Sa
Tu Meri Hi Thi Aur Meri Hi Rahe
Main Jaun Jahan Bhi
Duwayein Yeh Mangun Hamesha Hi Rozana
Jaga Raha Teri Yadon Mein Main
Jaun Jahan Wahan Paun Tujhe
Judi Tujhi Se Har Khwahishein
Meri Inayat Tu
Jaga Raha Teri Yadon Mein Main
Jaun Jahan Wahan Paun Tujhe
Judi Tujhi Se Har Khwahishein
Meri Inayat Tu
Meri Inayat Tu Meri Inayat Tu
Mujhmein Samaye Tu
Tera Main Hun Aise
Jaise Unn Badalon Ka Asman
Jin Kahaniyon Mein
Maujudgi Na Teri
Feeki Har Ek Woh Dastan
Tu Meri Hai Rahi Sun Meri Zubani
Main Jaun Bhi Main Dekhun Tujhe Ko
Yeh Kaisi Kahani
Mera Kuch Bhi Nahi Tha
Main Tha Yun Akela
Bhula Sare Ghamon Ko
Jo Mere Jahan Mein Tu Laya Savera
Jaga Raha Teri Yadon Mein Main
Jaun Jahan Wahan Paun Tujhe
Judi Tujhi Se Har Khwahishein
Meri Inayat Tu
Jaga Raha Teri Yadon Mein Main
Jaun Jahan Wahan Paun Tujhe
Judi Tujhi Se Har Khwahishein
Meri Inayat Tu
Meri Inayat Tu Meri Inayat Tu
Meri Inayat Tu Meri Inayat Tu
Sar Pe Chadhi Hai Tu Kuch Ab Yun Mere
Batein Teri Galat Bhi Ab Sahi Lagein
Kehti Hai Tu Na Hai Koyi Pari Magar
Mujhko To Jannat Tera Ghar Lage
Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon (From" Haqeeqat ") 1964 Singer :- Mohammed Rafi Lyrics Kar…
Sandese Aate Hai (From"Border") 1999 Singer :- Roopkumar Rathod and Sonu NigamLyrics Sandese aate hain,…
Aisa Des Hai Mera (From"Veer-Zara") 2004 Singer :- Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Gurdas Mann. Lyrics…
Chak De India ("From Chak De India") 2007 Singer :- Sukhwinder Singh Lyrics kuch kariae…
Maa Tujhe Salaam (From"Vande Mataram") 1997 Singer :- A. R. Rahman Lyrics आ आ आ…
Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om") 2007 Singer :- Shreya Ghoshal and Sonu Nigam…