Dil Ko Aaya Sukoon Song Lyrics : The one of the best loving Romantic Song from the Movie Rangrezz Which is Sung by the King of Melodious Song Rahat Fateh Ali Khan & the Beautiful Music is Composed by Sajid-Wajid & the Lyrics written by Sameer.
Dil ko aaya sukoon tere deedar se haaye…
Dil ko aaya sukoon tere deedar se
Ab na hona rukhsat apne dildar se haay
Bin tere ik lamha, ab reh nahi paata hai
Ye ishq mere Allah kitna tadpata hai (x2)
Kabhi aahein bharta hai
Kabhi dil dhadkata hai
Ye ishq mere Allah kitna tadpata hai
Dard tanhayi ka, dooriyon ka mausam
Naa jiya jaaye na, bekasi ka aalam
Tere ehsaaso ki chaadarein bunti hoon
Main tere khwabon ki neend me chunti hoon
Dil ko aaya sukoon tere deedar se
Ab na hona rukhsat apne dildar se haay
Bin tere ik lamha, ab reh nahi paata hai
Ye ishq mere Allah kitna tadpata hai
Kabhi aahein bharta hai
Kabhi dil dhadkata hai
Ye ishq mere Allah kitna tadpata hai
Tera ishq ishq ishq….
Bas tere pehlu mein
Jeene ki chaahat hai
Zindagi tu meri tujhse hi daahat hai
Jab duaa maangi hai
Bas tujhe maanga hai
Saanson ki galiyon mein tujhko hi paaya hai
Dil ko aaya sukoon tere deedar se
Ab na hona rukhsat apne dildar se haay
Bin tere ik lamha, ab reh nahi paata hai
Ye ishq mere Allah kitna tadpata hai (x2)
Kabhi aahein bharta hai
Kabhi dil dhadkata hai
Ye ishq mere Allah kitna tadpata hai
Tera ishq ishq ishq….
Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon (From" Haqeeqat ") 1964 Singer :- Mohammed Rafi Lyrics Kar…
Sandese Aate Hai (From"Border") 1999 Singer :- Roopkumar Rathod and Sonu NigamLyrics Sandese aate hain,…
Aisa Des Hai Mera (From"Veer-Zara") 2004 Singer :- Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Gurdas Mann. Lyrics…
Chak De India ("From Chak De India") 2007 Singer :- Sukhwinder Singh Lyrics kuch kariae…
Maa Tujhe Salaam (From"Vande Mataram") 1997 Singer :- A. R. Rahman Lyrics आ आ आ…
Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om") 2007 Singer :- Shreya Ghoshal and Sonu Nigam…