Aayat Bane Hum Song Lyrics
Teri khata hai hoon main bekarar
Khud se hi main haari hoon yaar
Rab rutha hai roun main jaar jaar
Ishq hawa mein ghule
Dheere se lab yeh kahe
Do raaste mil jayejo
Man chahe toh dil sahi
Dhadkan ik ho jaye
Dubaara se pal yeh hume behlaye
Kaise yeh manzar chaye…
Nazarane tere sufi lagi hai
Zaalim yeh mausam
Nazare yeh teri zaahir kare ki
Aayat bane hum
Nazarane ne tere sufi lagi hai
Zaalim yeh mausam
Nazare yeh teri zaahir kare ki
Aayat bane hum
Aznabi hoke bhi tu mere dil ke
Paas raha hai haaye
Aznabi ban ke jo khwab dikhaya
Ittar jo ghola haaye…
Na hai amaaz par hai teri saans
Kaise pehchane tujhpe hai nakaab
Laage taufe tere pyare
Laaye tere khushbu saare
Sham aur subah dil yeh chahe
Hum tum bas yeh pal tham jaye
Nazarane tere sufi lagi hai
Zaalim yeh mausam
Nazare yeh teri zaahir kare ki
Aayat bane hum
Nazarane tere sufi lagi hai
Zaalim yeh mausam
Nazare yeh teri zaahir kare ki
Aayat bane hum
Bada tha ke honge hum saath
Socha tha ki chodenge na haath
Baatein teri mene maani
Khud se kar gayi main baimani
Is anzam se anjaani
Har pal har din laage suni
Nazarane tere sufi lage the
Zaalim tha mausam
Nazare batheri na samjhe koi
Aayat na the hum
Nazarane tere sufi lagi hai
Zaalim yeh mausam
Nazare yeh teri zaahir kare ki
Aayat bane hum