A

Aankhon Se Dil Mein Utar Ke Lyrics – Fareb (1996)

Aankhon Se Dil Mein Utar Ke Lyrics is a hindi song from hindi movie Fareb (1996). Aankhon Se Dil Mein Utar Ke Song Sung By Alka Yagnik, Kumar Sanu. Aankhon Se Dil Mein Utar Ke Music composer is Jatin Pandit, Lalit Pandit and It’s lyricist or song writer is Indeevar (Shyamalal Babu Rai). The Music Video features by Faraaz Khan, Suman Ranganathan, Milind Gunaji.

Aankhon Se Dil Mein Utar Ke Lyrics

Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai

Mere yar mere pyar
Teri mehak mere tan mann mein hai

Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai

Mere yar mere pyar
Teri mehak mere tan mann mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai

Teri kasam ha teri kasam
Pyar kabhi yeh hoga naa kam,
Dilruba ho gaye tere ham
Tere liye hi aaye hai ham,
Tu hai meri jine ki kasam
Too hi toh mere shokhi sharam
Rab meraa abb mere sajan mein hai

Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai

Mere yar mere pyar
Tere mehek mere tan mann mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai

Mere gito kaa suljhan hai tu
Pyasa hu mai aur sawan hai tu,
Thandi si ek agan hai too
Too megh hai aur main damini,
Tu rag hai aur main ragini
Oh sanam tere liye main bani
Teri khanak mere kangan mein hai

Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai

Mere yar mere pyar
Tere mehek mere tan mann mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai
Aankho se dil mein utar ke
Tu mere dhadkan mein hai.

Rahul Singh

Recent Posts

Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon Lyrics | Haqeeqat

Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon  (From" Haqeeqat ") 1964 Singer :- Mohammed Rafi Lyrics Kar…

1 month ago

Sandese Aate Hai Lyrics | Border

Sandese Aate Hai (From"Border") 1999 Singer :-  Roopkumar Rathod and Sonu NigamLyrics Sandese aate hain,…

1 month ago

Aisa Des Hai Mera Lyrics | Veer-Zara

Aisa Des Hai Mera (From"Veer-Zara") 2004 Singer :- Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Gurdas Mann. Lyrics…

1 month ago

Chak De India Lyrics | Chak De India

Chak De India ("From Chak De India") 2007 Singer :- Sukhwinder Singh Lyrics kuch kariae…

1 month ago

Maa Tujhe Salaam Lyrics | Vande Mataram

Maa Tujhe Salaam (From"Vande Mataram") 1997 Singer :- A. R. Rahman Lyrics आ आ आ…

1 month ago

Main Agar Kahoon Lyrics | Om Shanti Om

Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om") 2007 Singer :- Shreya Ghoshal and Sonu Nigam…

1 month ago