3:59 Am Lyrics by Divine from latest Rap Hindi song (2020). Mehnat Karke Tere Bhai Dream Bana Diya lyrics are written by Divine and Mehnat Karke Tere Bhai Dream Bana Diya music given by Stunnah Beatz.
Haan
Punya paap punya paap
We back!
Jwala jwala jwala
Chhote laaya main game mein
Dollar Dollar Dollar
Chhote laaya main game mein
Bada naam naam banaya main game mein
Liya nahi chain
Tab to heera hai chain mein
Likhta tha gully mein
Ab bhi likhta hoon plane mein
Asal zindagi hai meri
Chhote no entertainment
Itihas likh diya tujhe classics diya
5x plat (platinum) gully wale ne diya
Peechhe se aake phir saamne se diya
Sachin ka bat Bambai ka maine naam rakh diya
Jab studio mein lock tab sab khol diya
Agar 2 maine liye to 10 maine diya
Usne 10 mujhse lekar dhass mujhe diya
Roll karke pehle sabko kash maine diya
Baadalon ke upar maine game rakh diya
Quality gaanon se make it rain kar diya
Bas bas ho gaya abhi sirf pariwar mera
Pehle shani tha ab har din Shanivar mera
Dentist se zyada game mujhe daant de raha
Vaccine yeh bars aur main sabko shot de raha
Mujhe game saath de raha
Jaise liya maine saat phera
Sirf main janta hoon punya paap mera
Dimag ko rakhte dusra aur khwab pehla
Kalam se bar fest Pentecost mera
Agar malum tu jeeta chal hath upar kar
Dil se salaam mere sath the agar
Gehra paani bol ke mere sath the magar
Bhagwan mujhe bola Divine paani pe chal
Yeezus wale mode mein
Nass wale mode mein
Khoon se behtar koyi nahi
Shaks wale mode mein
Gandagi hai tu aur
Main flush wale mode mein
Seekha sab road pe aur mein 100-100 tha board mein
Sab kuchh hai zor mein
Divine apne zone mein
Gully gully gang
Aur ghar mera Bombay
Bache bache karte rap har kone mein
Sapne hote sach tab
Maza aata sone mein
Classic har baar
Har shabd mere sholay mein
Chhati inki nahi hai
Isliye baar baar yeh bolenge
Hum kholenge jaise kho kho ka game
Tu bahar dikhta acha sirf promo ka game
Rakta char mere sath jaise 2-2 ka game
Tu aur tere homie chhote tum dono ka game
Chhutta paisa rakh ke dekh laaya na change
Rakh tera fame
Main banda nahi same
Kaptani innings yeh hai Kohli wala shot
Ghar ke bahar tere pahunche
Rangoli wala shot
Konkani Karnataka
Kohli wala shot
Khade hokar jala diye Modi wala shot
16 se hai khauf aur 16 se hoon hot
Khatarnak coats jaise tailor mera baap
Edit karke toone image
Mera meme bana diya
Mehnat karke tere bhai ne
Poora dream bana diya
Picture ya sadkon pe
Scene bana diya
Khudka time laaya maine
Sabse bada gaana diya
Shikshak se pehle thugs dekha
Tiffin box se pehle
Maine drugs dekha
29 saal ka main par
Lagta maine sab dekha
Rishton mein pyar se zyada shak dekha
Shohrat ke liye zyada mehnat
Thoda luck dekha
Circle rakta tight aur
Main circle jitna f**k deta
Nasha apan karte isliye
Nashe mein na rakh deta
Na na zindagi tamasha hai
Views toh 69 ko bhi aata hai
Apna missionary shot
Sab kuchh saamne se jaata hai
Bank mera ghar ka khud ka mera khata hai
License pe hai album
Kyun ki maths mujhe aata hai
Dollar jab involved tab
Cents samajh aata hai
Jab bills aur passion dono
Sath mein nahi jaata hai
Jo passion na de paise woh
Passion nahi sikhata hai
Independent mein nahi
Sirf entertainment mein
Independent mein hoon
Har street ke pavement pe
Inke baap ke payment se
Aaye lame men ke sath
Nazrein to milana kabhi
Real men ke sath
Main karte rahunga grind
Jab tak 6 men de hath
Sab kuchh apan risk karte
Toota taara dikhe
To abhi bhi hum wish karte
Gyan liya naani se haan
Abhi bhi hum miss karte
Aasman ko dekh kar
Abhi hum kiss karte
Kalam mera Hindu Muslim ko milata hai
Hindi mein verse mera Punjab ko hilata hai
Pair se leke sar tak
Sar se leke pair tak
Sab kuchh proper hai
Haan haan album mode mein
Stunnah mere sath
Mumbai shehar 2020
Naani yaad aa jayegi
Kar chale ham fida jaan-o-tan saathiyon (From" Haqeeqat ") 1964 Singer :- Mohammed Rafi Lyrics Kar…
Sandese Aate Hai (From"Border") 1999 Singer :- Roopkumar Rathod and Sonu NigamLyrics Sandese aate hain,…
Aisa Des Hai Mera (From"Veer-Zara") 2004 Singer :- Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Gurdas Mann. Lyrics…
Chak De India ("From Chak De India") 2007 Singer :- Sukhwinder Singh Lyrics kuch kariae…
Maa Tujhe Salaam (From"Vande Mataram") 1997 Singer :- A. R. Rahman Lyrics आ आ आ…
Main Agar Kahoon (From "Om Shanti Om") 2007 Singer :- Shreya Ghoshal and Sonu Nigam…